Khuda Ka Zikr Karen by Chandan Dass song Lyrics and video
Artist: | Chandan Dass |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Chandan Dass |
Lyricist: | Ibrahim Ashq |
Label: | Universal Music |
Genre: | Ghazal |
Release: | 2020-01-09 |
Lyrics (English)
Khuda Ka Zikr Karen lyrics, the song is sung by Chandan Dass from Kitne Hi Rang (1983). Khuda Ka Zikr Karen Ghazal soundtrack was composed by Chandan Dass with lyrics written by Ibrahim Ashq. Khuda ka zikr karen Yaa tumhari baat karen Khuda ka zikr karen Yaa tumhari baat karen Humein to ishq se matlab Kisi ki baat karen Khuda ka zikr karen Yaa tumhari baat karen Khuda ka zikr karen Yaa tumhari baat karen Phoolo ke rango se khusboo se Hain garjee hum to Phoolo ke rango se khusboo se Hain garjee hum to Chaman ko jaaya to kuch Taajagi ki baat karein Chaman ko jaaya to kuch Taajagi ki baat karein Humein to ishq se matlab Kisi ki baat karen Khuda ka zikr karen Yaa tumhari baat karen Khuda ka zikr karen Yaa tumhari baat karen Tumhari baaju mein Sab rind bhi hain sehmkhudi bhi Tumhari baaju mein Sab rind bhi hain sehmkhudi bhi Peeye sharaab bi mein Badi ki baat karein Peeye sharaab bi mein Badi ki baat karein Humein to ishq se matlab Kisi ki baat karen Khuda ka zikr karen Yaa tumhari baat karen Khuda ka zikr karen Yaa tumhari baat karen Farishte tum bhi nahi ho Farishtey hum bhi nahi Farishte tum bhi nahi ho Farishtey hum bhi nahi Ham aadami hai to phir Aadami ki baat karen Ham aadami hai to phir Aadami ki baat karen Humein to ishq se matlab Kisi ki baat karen Khuda ka zikr karen Yaa tumhari baat karen Khuda ka zikr karen Yaa tumhari baat karen atozlyric.com Kadam kadam pe jahan laut Intezaar karein Kadam kadam pe jahan laut Intezaar karein Bada maza hain ab Zindagi ki baat karen Bada maza hain ab Zindagi ki baat karen Humein to ishq se matlab Kisi ki baat karen Khuda ka zikr karen Yaa tumhari baat karen Khuda ka zikr karen Yaa tumhari baat karen. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Khuda Ka Zikr Karen lyrics in Hindi by Chandan Dass, music by Chandan Dass. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.