Ek Abr E Siyaah Chhaaya by Mohammed Rafi, Shamshad Begum song Lyrics and video
Artist: | Mohammed Rafi, Shamshad Begum |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Dhumi Khan |
Lyricist: | Habeeb Sarhadi |
Label: | Saregama |
Genre: | Playful |
Release: | 2020-01-09 |
Lyrics (English)
Ek Abr E Siyaah Chhaaya lyrics, the song is sung by Mohammed Rafi, Shamshad Begum from Rahnuma (1948). The music of Ek Abr E Siyaah Chhaaya Playful track is composed by Dhumi Khan while the lyrics are penned by Habeeb Sarhadi. Ek abr e siyaah chhaaya aa Ek abr e siyaah chhaaya Aa jaa mere saathhi Teri yaad ne tadpaayaa aa Ik kaali ghataa chhhaayi ee Ik kaali ghataa chhhaayi Jaane kyun dil machlaa Aur yaad teri aayi ee Bulbul ne machaaya shor aur Bulbul ne machaaya shor Nazron mein mere siwaa Janchtaa nahin koyi aur Ambuwaa pe koyal bole ae Seene mein dard utthhe Ambuwaa pe koyal bole ae Seene mein dard utthhe Aur meraa jiyaa dole ae Anjaan zamaana hai ae Anjaan zamaana hai ae Zaalim ne mohabbat ko Kya jaane kya jaana hai atozlyric.com Khushiyon ka zamaana hai ae Khushiyon ka zamaana hai ae Masoom nigaahon mein Ulfat ka fasaanaa hai ae Kyun humse nigaah pheri ee Kyun humse nigaah pheri Aankhon ke pardon mein Tasveer rakhi teri ee. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Ek Abr E Siyaah Chhaaya lyrics in Hindi by Mohammed Rafi, Shamshad Begum, music by Dhumi Khan. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.