Sharaabi Sharaabi Tere Haath Mein Hai by Avtar Singh song Lyrics and video
Artist: | Avtar Singh |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Avtar Singh |
Lyricist: | Avtar Singh |
Label: | Tips Music |
Genre: | Ghazal |
Release: | 2020-01-09 |
Lyrics (English)
Sharaabi Sharaabi Tere Haath Mein Hai lyrics, the song is sung by Avtar Singh from Husn -E- Ghazal (2001). Sharaabi Sharaabi Tere Haath Mein Hai Ghazal soundtrack was composed by Avtar Singh with lyrics written by Avtar Singh. Maikade ka nizaam kyaa kahiye Jalwa e khas uaam kyaa kahiye Jinki aankho se mai barasti hain Unke hatho mein jaan kyaa kahiye Unke hatho mein jaan kyaa kahiye atozlyric.com Sharaabi sharaabi sharaabi sharaabi Tere haath mein hai ye jannat ki chaabi Tere haath mein hai ye jannat ki chaabi Sharaabi sharaabi sharaabi sharaabi Isko aali janaab peete hain Shahenshah aur nawaab peete hain Baat puchho na saikh daaman ki Woh bhi karke adaab peete hain Ye to yaade hayaat hoti hain Peeke allah se baat hoti hain Puchha ek rind se kyun pee tumne Bola ghum se nijaat hoti hain Ke botal mein bandh hain Khushi ka khazana Ke botal mein bandh hain Khushi ka khazana Jise peeke jhoome ye sara zamana Jise peeke jhoome ye sara zamana Ajab teri rangat dekhi gulaabi Sharaabi sharaabi sharaabi sharaabi Tere haath mein hai ye jannat ki chaabi Tere haath mein hai ye jannat ki chaabi Teri mehfil badi suhaani hain Teri masti bhari jawaani hain Tujhko saaki salaam karta hain Tere kadmon mein kaam raani hain Tera paimana jab chhalkta hain Husn pehlu mein khud machalta hain Jab dil hi ho kali li angadaai Koi bhanwra nahi kamalta hain Kaali ghata hain abra hain Aur waqte shaam hain Saaqi bata de peene ka Kyaa intzaam hain Ab der na kar andher na kar Peene ki tamanna baaki hain Inkaar na kar takraar na kar Gar saaki sacha saathi hain Gar saaki sacha saathi hain Rahe tu hamesha hi aabaad saaki Rahe tu hamesha hi aabaad saaki Ke botal se karde mai aazad saaki Ke botal se karde mai aazad saaki Mujhse sirf tumko har ek kamyaabi Sharaabi sharaabi sharaabi sharaabi Tere haath mein hai ye jannat ki chaabi Tere haath mein hai ye jannat ki chaabi Tere peena ka bhi jawaab nahi Kitani peete ho kuchh hisaab nahi Tere hosho hawaas ghum karde Koi aisi bani sharaab nahi Zarf tera kamaal dekha hain Tera jahon jalaal dekha hain Teri zinda dili ke main sadke Woh aruze khayaal dekha hain Zindgani sharaab ho jaaye Ye jawaani sharaab ho jaaye Saari duniya ho maikada yaaro Saara paani sharaab ho jaaye Tera saaqi ye maikhana jo mere Naam ho jaaye Musalasal peeta jaaun mai Subah se shaam ho jaaye Besabar hoon main ab sabar nahi Kuchh hota dil par jabar nahi Dil ka tarsana thik nahin Ye maayusi ka dagar nahin Ye maayusi ka dagar nahin Humein bhi sikha de ye peena peelana Humein bhi sikha de ye peena peelana Bhara masti o ka ye dede khazana Bhara masti o ka ye dede khazana Hata kar ye pardon ki saari kharaabi Sharaabi sharaabi sharaabi sharaabi Tere haath mein hai ye jannat ki chaabi Tere haath mein hai ye jannat ki chaabi Sharaabi sharaabi sharaabi sharaabi. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Sharaabi Sharaabi Tere Haath Mein Hai lyrics in Hindi by Avtar Singh, music by Avtar Singh. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.