Behna Ne Bhai Ki Kalai Se by Suman Kalyanpur song Lyrics and video
Artist: | Suman Kalyanpur |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi |
Lyricist: | Indeevar (Shyamalal Babu Rai) |
Label: | Saregama |
Genre: | Festivals |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Behna Ne Bhai Ki Kalai Se lyrics, the song is sung by Suman Kalyanpur from Resham Ki Dori (1974). The music of Behna Ne Bhai Ki Kalai Se Festivals track is composed by Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi while the lyrics are penned by Indeevar (Shyamalal Babu Rai). atozlyric.com Behana ne bhai ki kalai se Behana ne bhai ki kalai se Pyaar bandha hai Pyaar ke do taar se, Sansaar bandha hai Resham ki dori se Resham ki dori se Resham ki dori se, Sansaar bandha hai Behana ne bhai ki kalai se Pyaar baandhaa hai Pyaar ke do taar se, Sansaar baandhaa hai Resham ki dori se Resham ki dori se Resham ki dori se, Sansaar bandha hai Sundarata me jo kanhaiya hai Mamata me yashoda maiya hai Wo aur nahi dujaa koi Wo to mera raja bhaiya hai Behana ne bhai ki kalai se Behana ne bhai ki kalai se Pyaar bandha hai Pyaar ke do taar se, Sansaar bandha hai Resham ki dori se Resham ki dori se Resham ki dori se, Sansar bandha hai Meraa phul hai tu, talvar hai tu Meri laaj ka paharedar hai tu Mai akeli kahan is duniya me Mera saraa sansar hai tu Behana ne bhai ki kalai se Behana ne bhai ki kalai se Pyaar baandhaa hai Pyaar ke do taar se, Sansar bandha hai Resham ki dori se Resham ki dori se Resham ki dori se, Sansar bandha hai Hame dur bhale kismat kar de Apane man se na juda karana Sawan ke pawan din bhaiya Bahana ko yaad kiya karana Behana ne bhai ki kalai se Behana ne bhai ki kalai se Pyaar bandha hai Pyaar ke do taar se, Sansar baandha hai Resham ki dori se Resham ki dori se Resham ki dori se, Sansar bandha hai Behana ne bhai ki kalai se Pyaar bandha hai. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Behna Ne Bhai Ki Kalai Se lyrics in Hindi by Suman Kalyanpur, music by Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.