Jab Yaad Tumhari by Talat Aziz song Lyrics and video
Artist: | Talat Aziz |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Talat Aziz |
Lyricist: | Nusrat Badr |
Label: | Universal Music |
Genre: | Ghazal |
Release: | 2020-01-09 |
Lyrics (English)
Jab Yaad Tumhari lyrics, the song is sung by Talat Aziz from Khushnuma (2003). The music of Jab Yaad Tumhari Ghazal track is composed by Talat Aziz while the lyrics are penned by Nusrat Badr. Jab yaad tumhari aayegi Yaado ka smandar nam hoga Jab yaad tumhari aayegi Yaado ka smandar nam hoga Bekhaab nigahein jaagegi Bekhaab nigahein jaagegi Deewano sa aalam hoga Jab yaad tumhari aayegi Yaado ka smandar nam hoga Ab chaand sitaare aa aakr Yeh mujh se puchha karte hai Ab mere dil ke darwaaze Kyun khali khali rehte hai Main inko kya batlaau bata Main inko kya samjhau bata Kya luat ke tu kabhi aayega Kya phir se mujhe mil jaayega Kya phir se khushi ka ghar hoga Kya gham yeh kabhi ab kam hoga Jab yaad tumhari aayegi Yaado ka smandar nam hoga Tanhayi me pal pal chumuga Tere saath khichi meri tasveere Mere sine se lag jaayegi Tere saath khichi meri tasveere Kuchh vasal mein dubi hui raate Kuchh pyaar ke din yaad aayenge Teri saari kasme sab wade Reh reh ke mujhe tadpaayenge Meri bhigi palko ke pichhe Barsaato ka mausm hoga Jab yaad tumhari aayegi Yaado ka smandar nam hoga atozlyric.com Jab tumko tanha payenge Yeh kaliyaa chup ho jaayegi Jab hum tum saath nahi honge Phir kisko yeh mehkaayegi Us baagh chamn aur bulbul ka Ab gham hoga hamsa bilkul Tujhe soch ke royega wo gul Mujhe soch ke royegi bul bul Us baagh ke kone kone mein Hum dono ka maatam hoga Jab yaad tumhari aayegi Yaado ka smandar nam hoga Bekhaab nigahein jaagegi Bekhaab nigahein jaagegi Deewano sa aalam hoga Jab yaad tumhari aayegi Yaado ka smandar nam hoga. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Jab Yaad Tumhari lyrics in Hindi by Talat Aziz, music by Talat Aziz. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.