Kaise Rahun Chup by Lata Mangeshkar song Lyrics and video
Artist: | Lata Mangeshkar |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) |
Lyricist: | Rajendra Krishan |
Label: | |
Genre: | Sharaabi (Daru Party) |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Kaise Rahun Chup lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar from Intaquam (1969). Kaise Rahun Chup Sharaabi soundtrack was composed by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) with lyrics written by Rajendra Krishan. Hmm Kaise rahun chup ke maine pi hi kya hai Hosh abhi tak hai baaki Aur zara si de de saaki Aur zara si aur Kaise rahun chup ke maine pi hi kya hai Hosh abhi tak hai baaki Aur zara si de de saaki aur zara si aur Kaise rahun chup ke maine pi hi kya hai Hmm hmm hmm hmm hic hmm hic hmm Muddaton ki pyaas aaj ek jaam ban gayi Muddaton ki pyaas aaj ek jaam ban gayi Ye khushi ki shaam Shaame inteqaam ban gayi Jo baat hum mein tum mein thi Wo baat aam ban gayi Aur zara si de de saaki aur zara si Kaise rahun chup hic Kaise rahun chup ke maine pi hi kya hai Hosh abhi tak hai baaki Aur zara si de de saaki Aur zara si aur Kaise rahun chup ke maine pi hi kya hai atozlyric.com Pata hai tumko raaz kya hai Mere is suroor ka Pata hai tumko raaz kya hai Mere is suroor ka Ki iss suroor mein zara sa rang hai guroor ka Jo maine pi to kyun nasha utar gaya huzoor ka Aur zara si de de saaki aur zara si Kaise rahun chup hic Kaise rahun chup ki maine pi hi kya hai Hosh abhi tak hai baaki Aur zara si de de saaki Aur zara si aur Kaise rahun chup ke maine pi hi kya hai Hosh abhi tak hai baaki Aur zara si de de saaki aur zara si aur Aur zara si de de saaki aur zara si Aur zara si de de saaki aur zara si. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Kaise Rahun Chup lyrics in Hindi by Lata Mangeshkar, music by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal). Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.