Ab Yeh Mausam Na Yeh Barsaat by Avtar Singh song Lyrics and video
Artist: | Avtar Singh |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Avtar Singh |
Lyricist: | Avtar Singh |
Label: | Tips Music |
Genre: | Ghazal |
Release: | 2020-01-09 |
Lyrics (English)
Ab Yeh Mausam Na Yeh Barsaat lyrics, the song is sung by Avtar Singh from Husn -E- Ghazal (2001). Ab Yeh Mausam Na Yeh Barsaat Ghazal soundtrack was composed by Avtar Singh with lyrics written by Avtar Singh. Ab yeh mausam na yeh Barsaat bhali lagati hain Ab yeh mausam na yeh Barsaat bhali lagati hain Tu ho jab paas to har Baat bhali lagati hain Ab yeh mausam na yeh Barsaat bhali lagati hain atozlyric.com Koan aaya hain ye ujade Huye kashane mein Koan aaya hain ye ujade Huye kashane mein Jal uthe daag mere dil Ke seeya khane mein Mujhko ye taare bhari Raat bhali lagati hain Mujhko ye taare bhari Raat bhali lagati hain Tu ho jab paas to har Baat bhali lagati hain Ab yeh mausam na yeh Barsaat bhali lagati hain Teri ulfat ki nishani Hain humaare aansu Teri ulfat ki nishani Hain humaare aansu Kyun na ho humko dilo Jaan se pyaare aansu Jaane waale teri Saugaat bhali lagati hain Jaane waale teri Saugaat bhali lagati hain Tu ho jab paas to har Baat bhali lagati hain Ab yeh mausam na yeh Barsaat bhali lagati hain Chhed dete hain tera Zikra sitaarein mujhse Chhed dete hain tera Zikra sitaarein mujhse Jab tasvoor mein huaa Karti hain baate tujse Ghum ke maaro ko Wohi baat bhali lagati hain Ghum ke maaro ko Wohi baat bhali lagati hain Tu ho jab paas to har Baat bhali lagati hain Ab yeh mausam na yeh Barsaat bhali lagati hain Tu ho jab paas to har Baat bhali lagati hain Ab yeh mausam na yeh Barsaat bhali lagati hain. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Ab Yeh Mausam Na Yeh Barsaat lyrics in Hindi by Avtar Singh, music by Avtar Singh. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.