Jaane Mann Jaane Jaan by Mohammed Aziz, Sadhana Sargam song Lyrics and video
Artist: | Mohammed Aziz, Sadhana Sargam |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) |
Lyricist: | Santosh Anand |
Label: | BMG Crescendo |
Genre: | Sad |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Jaane Mann Jaane Jaan lyrics, the song is sung by Mohammed Aziz, Sadhana Sargam from Tirangaa (1993). Jaane Mann Jaane Jaan Sad soundtrack was composed by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) with lyrics written by Santosh Anand. Jaane mann jaane jaan Mere jaane jahaan Jaane mann jaane jaan Mere jaane jahaan Main tadapti yahaan Tu tadapta wahaan Meri jaan yeh bata Ke main jaau kahaan Meri jaan yeh bata Ke main jaau kahaan Jaane mann jaane jaan Meri jaane jahaan Jaane mann jaane jaan Meri jaane jahaan Main tadpta yahaan Tu tadpti wahaan Meri jaan yeh bata Ke main jaau kahaan Meri jaan yeh bata Ke main jaau kahaan Sach chhupane ki Mujhko hai aadat nahi Sach chhupane ki Mujhko hai aadat nahi Pyar ki is zamaane Mein kimat nahi Mere bichade sanam Tere sar ki kasam Bin tere jeene ki Ab to chahat nahi Chahat nahi Dil se uthata teri Aarzoo ka dhoaan Main tadpta yahaan Tu tadpti wahaan Meri jaan yeh bata Ke main jaau kahaan Meri jaan yeh bata Ke main jaau kahaan Bhol ne par mujhe Tuj ko mil jaayenge Soch ne par mujhe Tujko mil jaayenge Yaad rakhna agar Yaad aane lage Dhoondh ne par mujhe Tujhko mil jaayenge Tere dil par meri Dhadkano ke nishaan Main tadapti yahaan Tu tadapta wahaan Meri jaan yeh bata Ke main jaau kahaan Meri jaan yeh bata Ke main jaau kahaan atozlyric.com Jaane mann jaane jaan Mere jaane jahaan Main tadapti yahaan Tu tadapta wahaan Meri jaan yeh bata Ke main jaau kahaan Jaane mann jaane jaan Meri jaane jahaan Main tadpta yahaan Tu tadpti wahaan Meri jaan yeh bata Ke main jaau kahaan Meri jaan yeh bata Ke main jaau kahaan. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Jaane Mann Jaane Jaan lyrics in Hindi by Mohammed Aziz, Sadhana Sargam, music by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal). Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.