Apni Apni Seemaon Ka by Ghanshyam Vaswani song Lyrics and video
Artist: | Ghanshyam Vaswani |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Ghanshyam Vaswani |
Lyricist: | |
Label: | Worldwide Records |
Genre: | Ghazal |
Release: | 2020-01-09 |
Lyrics (English)
Apni Apni Seemaon Ka lyrics, the song is sung by Ghanshyam Vaswani from Talaash (2014). The music of Apni Apni Seemaon Ka Ghazal track is composed by Ghanshyam Vaswani while the lyrics are penned by . Apni apni seemaon ka bandi har paimana hai Apni apni seemaon ka bandi har paimana hai Utana hi duniya ko samjha Utana hi duniya ko samjha Jitna khud ko jaana hai Apni apni seemaon ka bandi har paimana hai atozlyric.com Apne aap se pyaar hai jisko Pyaari hai har sheh usko Apne aap se pyaar hai jisko Pyaari hai har sheh usko Itani baat hai sacha hai baaki Itani baat hai sacha hai baaki Jo kuchh hai afasana hai Apni apni seemaon ka bandi har paimana hai Roz naya dard roaz nayi shab Bit gaya so bit gaya Roz naya dard roaz nayi shab Bit gaya so bit gaya Roz naya kuchh khone ko hai Roz naya kuchh pana hai Roz naya kuchh khone ko hai Roz naya kuchh pana hai Utana hi duniya ko samjha Utana hi duniya ko samjha Jitna khud ko jaana hai Apni apni seemaon ka bandi har paimana hai Paida hona paida hokar marne tak jeete rehna Paida hona paida hokar marne tak jeete rehna Ek kahani hai jo sabko Ek kahani hai jo sabko alag alag dohrana hai Apni apni seemaon ka bandi har paimana hai. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Apni Apni Seemaon Ka lyrics in Hindi by Ghanshyam Vaswani, music by Ghanshyam Vaswani. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.