Kya Kar Diya Bata Do by Asha Bhosle, Mohammed Rafi song Lyrics and video
Artist: | Asha Bhosle, Mohammed Rafi |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Satyam |
Lyricist: | Hasrat Jaipuri |
Label: | Saregama |
Genre: | Romantic |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Kya Kar Diya Bata Do lyrics, the song is sung by Asha Bhosle, Mohammed Rafi from Rani Aur Jaani (1973). The music of Kya Kar Diya Bata Do Romantic track is composed by Satyam while the lyrics are penned by Hasrat Jaipuri. Kya kar diya bata do zara Yeh dil deewana hua Kya kar diya bata do zara Yeh dil deewana hua Tumhi ko mana tumhi Chaha tumhi ko pooja Haye bolo kya kar diya Bata do zara yeh dil Deewana hua Pucha tumhi ne to Kya chahiye Hum ne kaha ki Wafa chahiye Daman tumhara na Chodenge hum Wada wafa ka na Todenge hum Wafa nibhao idhar to aao Wafa nibhao idhar to aao Gale lagao Haye bolo kya kar diya Bata do zara yeh dil Deewana hua Kya kar diya Bata do zara yeh dil Deewana hua atozlyric.com Dum se tuhare jawa Hai bahar Tum jo kaho to karu Dil nishar Tumhare sia hum Kaha jayenge Yahi hum to kadmo pe Mar jayenge Bade hasi ho ke dilnashi ho Bade hasi ho ke dilnashi ho Mere yaki ho Haye bolo kya kar diya Bata do zara yeh dil Deewana hua Haye kya kar diya Bata do zara yeh dil Deewana hua Nibhana sajan dil ki Har baat ko Samajhan zara dil ke Jazbaat ko Khabar hai mujhe teri Har baat ki Kadar hai mujhe tere Jazbaat ki Tumhi dharam ho Tumhi karam ho Tumhi dharam ho Tumhi karam ho Tumhi sanam ho Haye bolo kya kar diya Bata do zara yeh dil Deewana hua Kya kar diya Bata do zara yeh dil Deewana hua. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Kya Kar Diya Bata Do lyrics in Hindi by Asha Bhosle, Mohammed Rafi, music by Satyam. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.