Tauba Tauba Meri Tauba by Asha Bhosle song Lyrics and video
Artist: | Asha Bhosle |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Jaidev Verma |
Lyricist: | Rajendra Krishan |
Label: | Saregama |
Genre: | Mujra |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Tauba Tauba Meri Tauba lyrics, the song is sung by Asha Bhosle from Reshma Aur Shera (1972). The music of Tauba Tauba Meri Tauba Mujra track is composed by Jaidev Verma while the lyrics are penned by Rajendra Krishan. Tauba tauba meri tauba Ek to ye bharpur jawani Uspar ye tanhayi Meri tauba haye haye tauba meri tauba ha.. Ek to ye bharpur jawani uspar ye tanhayi Meri tauba haye haye tauba atozlyric.com Rat ka daman lakh sitare Apne sathi dard bechare Na koi ahat na koi halchal Na koi ahat na koi halchal Fiki ghadiya suna har pal Suna har pal Karwat karwat karwat Jaise maine sabri raat bitayi Meri tauba haye haye tauba meri tauba Ek to ye bharpur jawani uspar ye tanhayi Meri tauba haye meri tauba tauba tauba Dil tadap kar daro diwar se fariyad kare Dil tadap kar daro diwar se fariyad kare Koi aaye mere pahelu ko bhi aabad kare Koi aaye mere pahelu ko bhi aabad kare Ek bimaree mohabbat ka masiha bankar Ek bimaree mohabbat ka masiha bankar Mujhko tanhayi ki is kaid se azad kare Mujhko tanhayi ki is kaid se azad kare O yaar mere dildaar mere O yaar mere dildaar mere Humraj mere dumsaj mere Aaja aaja aaja aaja Ho aaja aaja aaja aaja Tak tak tak tak teri baat jalima Ankh meri pathrayi Meri tauba haye haye tauba meri tauba Ek to ye bharpur jawani uspar ye tanhayi Meri tauba mar gayi tauba tauba Kash ke mannwa mera balak hota Kash ke mannwa mera balak hota Ise deke khilona bahla leti Ise godi me pane bitha leti Ise sine se apne laga leti Kash ke mannwa mera balak hota Par ye pagla aisa chanchal Par ye pagla to aisa chanchal Mange hath piya ka, mange hath piya ka Ye kya jane barso gujre Chuta sath piya ka, chuta sath piya ka Na aane ki are na aane ki Us bairi ne aisi sogandh khai ke Meri tauba haye haye tauba meri tauba Ek to ye bharpur jawani uspar ye tanhayi Meri tauba haay meri gayi tauba tauba Meri tauba haay tauba margayi tauba Tauba tauba tauba tauba mar gayi tauba. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Tauba Tauba Meri Tauba lyrics in Hindi by Asha Bhosle, music by Jaidev Verma. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.