Laga Ragda by Alka Yagnik, Mohammed Aziz song Lyrics and video
Artist: | Alka Yagnik, Mohammed Aziz |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) |
Lyricist: | Anand Bakshi |
Label: | T-Series |
Genre: | Masti |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Laga Ragda lyrics, the song is sung by Alka Yagnik, Mohammed Aziz from Amba (1990). Laga Ragda Masti soundtrack was composed by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) with lyrics written by Anand Bakshi. Bam bam bhole, Laga ragda, ho laga ragda To mit gaya jagda Ke tera mera mail ho gaya Laga ragda to mit gaya jagda, Ke tera mera mail ho gaya Paas main ho gayi re imthan mein, Paas main ho gayi re imthan mein, Balam tu fail ho gaya Paas main ho gayi re imthan mein, Balam tu fail ho gaya Laga ragda to mit gaya Jagda, ke tera mera Ke tera mera, mail ho gaya atozlyric.com Wo cheez nahin jo dar jau, Jo bole main kar jau Tu ek ishara kar dilbar, Main khadi khadi yahi mar jau Is teri ada pe mar jau, Sari duniya se lad jau Ghar bana lu aa tere dil mein Aaj na vapas ghar jau Oo ho, sari duniya tamasha dekhe, Shuru ab khel ho gaya Sari duniya tamasha dekhe, Shuru ab khel ho gaya Paas main ho gayi re imthan mein, Balam tu fail ho gaya, laga ragda Ye bat alag hai oo sajana, Tu mera jeevan sathi hai Itni si to hai jaan teri, Lekin banta tu hathi hai Aa pas jara main dekhu to Kis bat pe tu itarati hai Main kuch bhi hoon main dipak hu, Tu kuch bhi hai tu bati hai Oo ho ab jane de, bas rahane de, Khatam tera tel ho gaya Ab jane de, bas rahane de, Khatam tera tel ho gaya Laga ragda to mit gaya jagda, Ke tera mera mail ho gaya Laga ragda, Ab tujhko koi hosh nahin, Isme tera koi dosh nahin Hat pichhe, re hat pichhe Ye kya karta hai Achha itana bhi josh nahin, Main hosh mein hoon, madhosh nahin, Main aashiq hoon khargosh nahin Ya to main bat nahin karta, Ya hota main khamosh nahinn Bhang peeke tu, oo ho Bhang peeke tu malgadi se Hoye fantiyar mail ho gaya Bhang peeke tu malgadi se Hoye fantiyar mail ho gaya Laga ragda to mit gaya jagda, Ke tera mera mail ho gaya Paas main ho gayi re imthan mein, Paas main ho gayi re imthan mein, Balam tu fail ho gaya Ho, tera mera mail ho gaya Tera mera mail ho gaya , Tera mera mail ho gaya Tera mera mail ho gaya, ho, Tera mera, mera tera Tera mera, mera tera, Tera mera, tera mera, tera mera. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Laga Ragda lyrics in Hindi by Alka Yagnik, Mohammed Aziz, music by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal). Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.