Duniya Mein Tere Siwa by Anuradha Paudwal, Udit Narayan song Lyrics and video
Artist: | Anuradha Paudwal, Udit Narayan |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Bappi Lahiri |
Lyricist: | Anjaan |
Label: | T-Series |
Genre: | Romantic |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Duniya Mein Tere Siwa lyrics, the song is sung by Anuradha Paudwal, Udit Narayan from Aandhiyan (1989). The music of Duniya Mein Tere Siwa Romantic track is composed by Bappi Lahiri while the lyrics are penned by Anjaan. Duniya mein tere siwa koi nahin hain mera Tere bina kya hoon main kya hain meri zindagi Ye zindagi to meri hain naam tere likhi Duniya mein sanse juda teri meri dosti Geeto ki tarah hotho pe tu hain Dhadkan mein tu hain sanso mein tu hain Duniya mein tere siwa koi nahin hain mera Tere bina kya hu main kya hai meri zindagi Jaan se jyada tune mujhe pyar kiya hain Jaan se jyada tune mujhe pyar kiya hain Rab se jyada tujhpe etbar kiya hain Suraj mein jab tak chamak hai Jab tak hain ye din rat Ek pal bhi hum na door na Har pal rahe sath sath Duniya mein tere siwa koi nahin hain mera Tere bina kya hoon main kya hain meri zindagi Ye zindagi to meri hain naam tere likhi Duniya mein sanse juda teri meri dosti atozlyric.com Ji karta hain har pal tujhe dekhti rahu Ji karta hain har pal tujhe dekhti rahu Tujhko dekhe bin main ek pal ji na saku Mausam na badle to kya aaye na aaye bahar Duniya rahe ya na rahe zinda rahega ye pyar Duniya mein tere siwa koi nahin hain mera Tere bina kya hoon main kya hain meri zindagi Ye zindagi to meri hai naam tere likhi Duniya mein sanse juda teri meri dosti Geeto ki tarah hotho pe tu hain Dhadkan mein tu hai sanso mein tu hain Duniya mein tere siwa koi nahin hain mera Tere bina kya hu main kya hai meri zindagi. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Duniya Mein Tere Siwa lyrics in Hindi by Anuradha Paudwal, Udit Narayan, music by Bappi Lahiri. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.