Haal Kya Hai Dilon Ka by Kishore Kumar song Lyrics and video
Artist: | Kishore Kumar |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) |
Lyricist: | Majrooh Sultanpuri |
Label: | Saregama |
Genre: | Qawwali |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Haal Kya Hai Dilon Ka lyrics, the song is sung by Kishore Kumar from Anokhi Ada (1973). Haal Kya Hai Dilon Ka Qawwali soundtrack was composed by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) with lyrics written by Majrooh Sultanpuri. Haal kya hai dilon ka na pucho sanam Haal kya hai dilon ka na pucho sanam Aap ka muskurana gazab dha gaya Haal kya hai dilon ka na pucho sanam Aap ka muskurana gazab dha gaya Ik to mahafil tumhari hasi kam na thi Ik to mahafil tumhari hasi kam na thi Us pe mera tarana gazab dha gaya Ik to mahafil tumhari hasi kam na thi Us pe mera tarana gazab dha gaya Hal kya hai dilo ka na pucho sanam Ab to lahraya masti bhari chhaw me Ab to lahraya masti bhari chhaw me Bandh do chahe ghunghru mere paw me Bandh do chahe ghunghru mere paw me Mai bhakta nahi tha magar kya karu Mai bhakta nahi tha magar kya karu Aaj mausam suhana gazab dha gaya Main bhakta nahi tha magar kya karu Aaj mausam suhana gazab dha gaya Haal kya hai dilon ka na pucho sanam Har nazar uth rahi hai tumhari taraf Har nazar uth rahi hai Nazar uth rahi hai Har nazar uth rahi hai tumhari taraf Aur tumhari nazar hai hamari taraf Aur tumhari nazar hai hamari taraf Aankh uthana tumhara to phir thik tha Aankh uthana tumhara to phir thik tha Aankh uthakar, jhukana gazab dha gaya Aankh uthana tumhara to phir thik tha Aankh uthakar, jhukana gazab dha gaya Haal kya hai dilon ka na pucho sanam atozlyric.com Mast aankho ka jadu jo shamil hua Mast aankho ka jadu Mast aankho ka jadu Mast aankho ka Mast aankho ka jadu jo shamil hua Mera gana bhi sunne ke qabil hua Mera gana bhi sunne ke qabil hua Jisko dekho wahi aaj behosh hai Jisko dekho wahi aaj behosh hai Aaj to mai deewana gazab dha gaya Jisko dekho wahi aaj behosh hai Aaj to mai deewana gazab dha gaya Ik to mahfil tumhari hasi kam na thi Us pe mera tarana gazab dha gaya Haal kya hai dilon ka na pucho sanam. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Haal Kya Hai Dilon Ka lyrics in Hindi by Kishore Kumar, music by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal). Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.