Eid Ka Din Hai by Asha Bhosle, Mohammed Rafi song Lyrics and video
Artist: | Asha Bhosle, Mohammed Rafi |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) |
Lyricist: | Kaifi Azmi, Sahir Ludhianvi |
Label: | Shemaroo |
Genre: | Qawwali |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Eid Ka Din Hai lyrics, the song is sung by Asha Bhosle, Mohammed Rafi from Deedar-E-Yaar (1982). The music of Eid Ka Din Hai Qawwali track is composed by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) while the lyrics are penned by Kaifi Azmi, Sahir Ludhianvi. Id ka din hai id ka Din hai id ka din hai Gale aaj toh mil le jaalim Rasme duniya bhi hai Mauka bhi hai dastoor bhi hai Rasme duniya bhi hai Mauka bhi hai dastoor bhi hai Ishq iss tarah ke Gustaakh takaaje na kare Husn majdur bhi majbur Bhi magroor bhi hai Husn majdur bhi majbur Bhi magroor bhi hai Gurur e husn ke sadake Mohabbat yun nahi karate Gurur e husn ke sadake Mohabbat yun nahi karate Gurur e husn ke sadake Gurur e husn ke sadake Mohabbat yun nahi karate Nahi karate haan nahi karate Bhari mehfil mein jaahir Bhari mehfil mein jaahir Dil ki vehshat yun nahi karate Bhari mehfil mein jaahir Bhari mehfil mein jaahir Dil ki vehshat yun nahi karate Nahi karate haan nahi karate Gurur e husn ke sadake Mohabbat yun nahi karate Bhari mehfil mein jaahir Dil ki vehshat yun nahi karate Yeh maana yeh maana Yeh maana tum haseen ho Aur tumhe haq hai sharaarat ka Yeh maana tum haseen ho Aur tumhe har hai sharaarat ka Ha sharaarat ka ha ha sharaarat ka Kisi ki jaan pe ban jaaye Kisi ki jaan pe ban jaaye Sharaarat yun nahi karate Kisi ki jaan pe ban jaaye Sharaarat yun nahi karate Jise tum husn kehate ho Kehate ho o o o o aa aa aa Jise tum husn kehate ho Jise tum husn kehate ho Jise tum husn kehate ho Woh kaaba hai nigaahon ka Ha nigaahon ka ha ha nigaahon ka Adab laajim hai laajim hai Adab laajim hai kaabe ki Jiyaarat yun nahi karate Adab laajim hai kaabe ki Jiyaarat yun nahi karate atozlyric.com Aa aa aa aa Kuchh apane husn ki Khairaat de do hum fakiron ko Hum fakiron ko hum fakiron ko Kisi saahil ko apane dar se Kisi saahil ko apane dar se Rukhsat yun nahi karate Kisi saahil ko apane dar se Rukhsat yun nahi karate Haya aur sharm ko hum Haya aur sharm ko hum Husn ka jewar samjhate hai Haya aur sharm ko hum Husn ka jewar samjhate hai Jewar samjhate hai samjhate hai Yeh jewar lutake reh jaaye Yeh jewar lutake reh jaaye Jakhavat yun nahi karate Yeh jewar lutake reh jaaye Jakhavat yun nahi karate Tumhaari ik najar par Faisala hai jindagaani ka Tumhaari ik najar par Faisala hai jindagaani ka Jindagaani ka jindagaani ka Masiha hoke bimaaron se Masiha hoke bimaaron se Gaflat yun nahi karate Masiha hoke bimaaron Se gaflat yun nahi karate Masiha aur hum ha ha ha ha Masiha aur hum inn kufrr Ki baaton se baaj aao o o o Masiha aur hum inn kufrr Ki baaton se baaj aao o o o Baaj aao Khuda ko chhodkar but ki Khuda ko chhodkar but ki Ibaadat yun nahi karate Khuda ko chhodkar but ki Ibaadat yun nahi karate Aapne jo kahaan Woh thik sahi mera Kehana bhi kuchh bura toh nahi Ke id ka din hai gale Aaj toh mil le jaalim Rasme duniya bhi hai mauka Bhi hai dastoor bhi hai Rasme duniya bhi hai mauka Bhi hai dastoor bhi hai Rasme duniya bhi hai mauka Bhi hai dastoor bhi hai Rasme duniya bhi hai mauka Bhi hai dastoor bhi hai. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Eid Ka Din Hai lyrics in Hindi by Asha Bhosle, Mohammed Rafi, music by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal). Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.