Shuruwat (Title) by Ikka song Lyrics and video
Artist: | Ikka |
---|---|
Album: | Single |
Music: | DJ Harpz |
Lyricist: | Ikka |
Label: | Speed Records |
Genre: | Folk |
Release: | 2020-01-09 |
Lyrics (English)
Shuruwat (Title) lyrics, the song is sung by Ikka Singh from Shuruwat (2017). Shuruwat (Title) Folk soundtrack was composed by DJ Harpz with lyrics written by Ikka Singh. Paisa shohrat, ye dono musibat Ye na sab ki kismat, Ye buss uss ki kismat jisne ki hai zehmat, Usspe rabb ki rehmat Jisne ki hai mehnat, jisne ki hai mehnat Home loan Kahan say karrun shuruwat Unn bheed say bharri tang galliyon say Jahan per palla bada ghumma unn galliyon say Ya rishtedaron ki gaaliyon say Ya kaam say milli mujhe talliyon say Ya kabhi toot k rone waali ankho say Ya duniya jeet lene waali baaton say Ya unn raaton say, jinn raat soyeya nahi Or likh dala ithihas inn hathon say Mein shuru say shuruwat karta hoon Ik aam ghar ka mein ladka hoon Kar dinn dungne raat chogni Pariwar ko khush mein rakhta hoon Apne dum pe bana apne dum pe kara Jo bhi kiya maine liya kissi ka sahara nahi Milta hai mokaa ek baar mera mokaa khone ka iraada nahi Mein iss say kum uss say zayada nahi Mein hoon pura kheal mein kheal ka peyada nahi Hona greeb paida kismat, Maroon bhi greeb toh milli zindgi ka fayeda nahi Jo bhi karun mein karun mein seena thok k, Kissi say mein darun kiya aisa koi kaam nahi Jo bhi milli safalta uss safalta k piche mere pitaji ka naam nahi Logg milte hai papa say kehte hai ladke ney Kaam say patyal ji naam hai kiya Sachh bolun toh iss say badd kar ikka k liye koi inaam nahi Paisa shohrat, ye dono musibat Ye na sab ki kismat, Ye buss uss ki kismat jisne ki hai zehmat, Usspe rabb ki rehmat Jisne ki hai mehnat, Jisne ki hai mehnat Mushqil say mushqil ko hull kiya Kiya aaj maine na kal kiya Ki hai maine jee todd mehnat Naa aaram ek pal kiya Hui mujh say bhi kaafi dekho galtiyan Galtiyon say apni seekh li Jo, banayeya maine khudd hai banayeya Na fella k hath maine bheekh li Meri greebi thi mera motivation Khraab thi situation Maine halaat ko maat di, apni banayi kuch Reputation Maine khudd pe yakeen kiya Kiya yakeen apni udaan pe Himmat say kaam liya choadi na umeed Nahi toh betha hota baap ki dukaan pe atozlyric.com Paisa shohrat, ye dono musibat Ye na sab ki kismat, Ye buss uss ki kismat jisne ki hai zehmat, Usspe rabb ki rehmat Jisne ki hai mehnat, jisne ki hai mehnat.. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Shuruwat (Title) lyrics in Hindi by Ikka, music by DJ Harpz. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.