Kiran Kiran Mein Shokhiyan by Lata Mangeshkar song Lyrics and video

Artist:Lata Mangeshkar
Album: Single
Music:Mohammed Zahur Khayyam
Lyricist:Muqtida Hasan Nida Fazli
Label:T-Series
Genre:Happy
Release:2020-01-08

Lyrics (English)

Kiran Kiran Mein Shokhiyan lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar from Ek Naya Rishta (1988). The music of Kiran Kiran Mein Shokhiyan Happy track is composed by Mohammed Zahur Khayyam while the lyrics are penned by Muqtida Hasan Nida Fazli.
Kiran kiran mein shokhiyan
Lehar lehar mein mastiya
Kiran kiran mein shokhiyan
Lehar lehar mein mastiya
Iska naam leke muskara
Rahi hai titliya
Iska naam leke muskara
Rahi hai titliya
atozlyric.com
Roshni hi roshni hai
In hansi fijo mein
Jhumti hai panchhiyo ki
Doliya hawao mein
Aasma pe badlo ke tairne
Ka ye shama
Aasma pe badlo ke tairne
Ka ye shama
Iska naam leke muskara
Rahi hai titliya
Iska naam leke muskara
Rahi hai titliya
Rah ke mere pas bhi tu
Mujhse ajnabi rahi
Mujhko teri aarzu thi
Aye bahare zindagi
Fasla hai kaha aaj
Tere mere darmiya
Fasla hai kaha aaj
Tere mere darmiya
Iska naam leke muskara
Rahi hai titliya
Iska naam leke muskara
Rahi hai titliya
Har ek gul mehak utha
Har ek shey badal gayi
Mere khawab meri dhadkano
Ki ley badal gayi
Mere dil ki rah mein
Simat ke aa gaya jaha
Mere dil ki rah mein
Simat ke aa gaya jaha
Iska naam leke muskara
Rahi hai titliya
Kis tarha batau main
Kis tarha batau main
Jhum jhum gau main
Jhum jhum gau main
Jhum jhum gau main
Jhum jhum gau main.
Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.

About: Kiran Kiran Mein Shokhiyan lyrics in Hindi by Lata Mangeshkar, music by Mohammed Zahur Khayyam. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.