Kehta Hai Mera Jiya by Sunidhi Chauhan, Udit Narayan song Lyrics and video
Artist: | Sunidhi Chauhan, Udit Narayan |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Nadeem Saifi, Shravan Rathod |
Lyricist: | Sameer |
Label: | Universal Music |
Genre: | Masti |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Kehta Hai Mera Jiya lyrics, the song is sung by Sunidhi Chauhan, Udit Narayan from Raja Bhaiya (2003). Kehta Hai Mera Jiya Masti soundtrack was composed by Nadeem Saifi, Shravan Rathod with lyrics written by Sameer. Kehta hai mera jiya haay Baahon mein bhar le piya Kehta hai mera jiya Baahon mein bhar le piya Tune mere tan Mann me kya kar diya Pyaar ka yeh rog Diya kya kar diya Pyaar ka yeh rog Diya kya kar diya Tan pe na haath laga Mann mein na pyaas jaga Are tan pe na haath laga Mann mein na pyaas jaga Bachpan se main hoon Baal brahmachari Chakkar chala kahin aur naari Chakkar chala kahin aur naari Main kya karoon Mujhko itna bata de Bedardi dilbar koi to dawa de Haay main kya karoon Mujhko itna bata de Bedardi dilbar koi to dawa de Are tere liye daaktar ko bulaoon Woh jo kahe woh Dawa le ke aaoon Bada naasamajh Hai mera saathiya Pyaar ka yeh rog Diya kya kar diya Pyaar ka yeh rog Diya kya kar diya Andar tere paap ki gaagri aise na bhatkaa mujhe sundari Andar tere paap ki gaagri aise na bhatkaa mujhe sundari Yeh rog mera bada khaas Hai iski dawa bas tere paas hai Are maan mera kehna O kanya kunwari Chakkar chala kahin aur naari Chakkar chala kahin aur naari atozlyric.com Are kehta hai mera jiya haay Baahon mein bhar le piya Tune mere tan mann Mein kya bhar diya Pyaar ka yeh rog Diya kya kar diya Bachpan se main hoon Baal brahmachari Chakkar chala Kahin aur naari Pyaar ka yeh rog Diya kya kar diya Are chakkar chala Kahin aur naari. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Kehta Hai Mera Jiya lyrics in Hindi by Sunidhi Chauhan, Udit Narayan, music by Nadeem Saifi, Shravan Rathod. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.