Maa Ka Man by Anuradha Paudwal, Mohammed Aziz song Lyrics and video
Artist: | Anuradha Paudwal, Mohammed Aziz |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) |
Lyricist: | Anand Bakshi |
Label: | T-Series |
Genre: | Prayer |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Maa Ka Man lyrics, the song is sung by Anuradha Paudwal, Mohammed Aziz from Amba (1990). Maa Ka Man Pray soundtrack was composed by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) with lyrics written by Anand Bakshi. Ma ka maan mamta ka mandir, Maan ke andar tut gaya Ma ka maan mamta ka mandir, Maan ke andar tut gaya Roye yashoda maiya, Kanhiya ruth gaya Roye yashoda maiya Kanhiya ruth gaya Ma ka maan mamta ka mandir, Maan ke andar tut gaya Roye yashoda maiya, Kanhiya ruth gaya Roye yashoda maiya, Kanhiya ruth gaya atozlyric.com Kuch bhi huya nikle na aansoo, Kuch bhi huya nikle na aansoo Aaj raha na dil par kabu, Pichhe mudkar dekh zara tu Pichhe mudkar dekh zara tu, Dukh se tere, hath se mere Sabar ka daman chhut gaya Roye yashoda maiya, Kanhiya ruth gaya Roye yashoda maiya, Kanhiya ruth gaya Shak ho to shak door tu kar le, Shak ho to shak door tu kar le Mujhko kahi se hath se tak le, Pyar bahega khun ke badle Pyar bahega khun ke badle, Ye ek sach hain, ye hi sach hain Ye sach kase chhut gaya, Ye sach kase chhut gaya Bas ma bas kuch aur na kahana, Bas ma bas kuch aur na kahana Mushkil hoga ye dukh sahana, Bhig gaye mere bhi naina Bhig gaye mere bhi naina, Maf mujhe kar de tu hansh kar Maf mujhe kar de tu hansh kar Main asvan mein dub gaya, Main asvan mein dub gaya. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Maa Ka Man lyrics in Hindi by Anuradha Paudwal, Mohammed Aziz, music by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal). Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.