Teri Hasti Hain Kya by Anuradha Paudwal, Kavita Krishnamurthy, Shabbir Kumar song Lyrics and video
Artist: | Anuradha Paudwal, Kavita Krishnamurthy, Shabbir Kumar |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) |
Lyricist: | Farooq Qaiser |
Label: | T-Series |
Genre: | Item Songs |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Teri Hasti Hain Kya lyrics, the song is sung by Anuradha Paudwal, Kavita Krishnamurthy, Shabbir Kumar from Loha (1987). The music of Teri Hasti Hain Kya Item Numbers track is composed by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) while the lyrics are penned by Farooq Qaiser. Teri hasti hain kya jo mitayega Teri hasti hain kya jo mitayega Sar garibo ka tu kya jhukayega Jhukayega kya jhukayega Teri hasti hain kya jo mitayega Sar garibo ka tu kya jhukayega Kya jhukayega Sans jab tak hain hum to nachege Aans jab tak hain hum to nachege Jisne paida kiya woh bachayega Jisne paida kiya woh bachayega Sar garibo ka tu kya jhukayega Kya jhukayega teri hasti hain kya atozlyric.com Apne ghunghruki kasam Nachate jayenge hum Jaan jaye ke rahe Ab na rokenge kadam Lagi tan man mein Agan ab yeh karegi jalan Kamp jayegi zameen Sar zuka dega gagan Ghum udthana likha hain Muqaddar mein Dil jalana likha hain Muqaddar mein Uski margi hain tu kya nachayeja Uski margi hain tu kya nachayeja Sar garibo ka tu kya jhukayega Kya jhukayega teri hasti hain kya Tere sar pe chadha joothi takat ka nasha Tukjhko malum nahin hal kya hoga tera Hai tera naam bura hain tera kam bura Yaad rakh hoga yahi tera anzam bura Khali jata nahin var aaho ka Tujhko badla milega gunaho ka Nav kagaz ki kab tak chalayega Nav kagaz ki kab tak chalayega Sar garibo ka tu kya jhukayega Kya jhukayega teri hasti hain kya Khun bahta hain jaha aag lagti hain waha Aaj julmo ka tere fesla hoga yaha Bachke jayega na tu chain payega na tu Rang lata hain sada ye gunaho ka lahu Aasma wala insaf karta hain Aasma wala insaf karta hain Jisne jaisa kiya waisa phal ta hain Ghar ka deepak hi ghar ko jalayega Ghar ka deepak hi ghar ko jalayega Sar garibo ka tu kya jhukayega Kya jhukayega Teri hasti hain kya jo mitayega Teri hasti hain kya jo mitayega Sar garibo ka tu kya jhukayega Kya jhukayega Sar garibo ka tu kya jhukayega Kya jhukayega Sar garibo ka tu kya jhukayega Kya jhukayega. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Teri Hasti Hain Kya lyrics in Hindi by Anuradha Paudwal, Kavita Krishnamurthy, Shabbir Kumar, music by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal). Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.