Tere Shishe Ka Samaan by Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi song Lyrics and video
Artist: | Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) |
Lyricist: | |
Label: | Polydor Records |
Genre: | Masti |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Tere Shishe Ka Samaan lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi from Chacha Bhatija (1977). The music of Tere Shishe Ka Samaan Masti track is composed by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) while the lyrics are penned by . Tera shishe ka samaan Maine toda meri jaan Tera shishe ka samaan Maine toda meri jan To kya hua to kya hua Tere rahne ke liye main Shish mahal banwaunga Shish mahal kya karna hai Shish mahal kya karna hai Achha hai mera jhopda Achha rakh de ha rakh de Chal rakh de mera rokda Tera shishe ka samaan Maine toda meri jan To kya hua to kya hua Tere rahne ke liye mai Shish mahal banwaunga Shish mahal kya karna hai Achha hai mera jhopda La rakh de mera rokda Bees botle tees gilas Raja tune tode Bees botle tees gilas Raja tune tode Usko ram kasam lage Jo ek paisa bahi tode Aise pyar se fayda kya Jisme ho nuksan Tera shishe ka samaan Maine toda meri jan To kya hua to kya hua atozlyric.com Pyar mein rakhte nahi hum hisaab Kya khoya kya paya Kya khoya kya paya Pyar mein premi kam na aaye Paisa kam na aaya Mujhko dhande ki kasam Tu kitni hai nadan Tera shishe ka samaan Maine toda meri jan To kya hua to kya hua Shish mahal kya karna hai Achha hai mera jhopda Achha rakh de ha rakh de Chal rakh de mera rokda. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Tere Shishe Ka Samaan lyrics in Hindi by Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi, music by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal). Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.