Sagar Nahi To Kya Hai by Mohammed Rafi song Lyrics and video
Artist: | Mohammed Rafi |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) |
Lyricist: | Anand Bakshi |
Label: | Saregama |
Genre: | Romantic |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Sagar Nahi To Kya Hai lyrics, the song is sung by Mohammed Rafi from Naatak (1976). Sagar Nahi To Kya Hai Romantic soundtrack was composed by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) with lyrics written by Anand Bakshi. Sagar nahi hai to kya hai Sagar nahi hai to kya hai Teri aankh ka nasha to hai Badal nahi hai to kya hai Badal nahi hai to kya hai Teri zulf ki ghata to hai Sagar nahi hai to kya hai atozlyric.com Meri tamana thi mehfil se Tum ye uth ke jane lage ho Aisi bhi kya berukhi ruth kar Humse aankhe churane lage Ho churane lage ho Mausam nahi hai to kya hai Mauka ye pyar ka to hai Sagar nahi hai to kya hai Teri zulf ke ghane saye me Char pal sath tere jiyenge Sagar se roz pite hai Aaj teri nazar se piyenge Nazar se piyenge Sakhi nahi hai to kya hai Ek shok dilruba to hai Sagar nahi hai to kya hai Shayad yahi ha kayamat ki rat Man lene ko ji chahata hai Teri kasam aaj dil hi nahi Jaan dene ko ji chahata hai Ji chahata hai Katil nahi hai to kya hai Kafir teri ada to hai Sagar nahi hai to kya hai Sagar nahi hai to kya hai. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Sagar Nahi To Kya Hai lyrics in Hindi by Mohammed Rafi, music by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal). Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.