Maasum Chehara Yeh Kaatil Adaaye by Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi song Lyrics and video

Artist:Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
Album: Single
Music:Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Lyricist:Hasrat Jaipuri
Label:Saregama
Genre:Romantic
Release:2020-01-08

Lyrics (English)

Maasum Chehara Yeh Kaatil Adaaye lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi from Dil Tera Diwana (1962). Maasum Chehara Yeh Kaatil Adaaye Romantic soundtrack was composed by Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi with lyrics written by Hasrat Jaipuri.
Maasum chehara yeh kaatil adaaye
Ke bemaut maare gaye hum bichaare
Saagar se gehari tumhari nigaahe dubo
De na hamako yeh laakar kanaare
Saagar se gehari
Huwa samna kya ke sau tir khaye
Ajab tir the woh najar bhi na aaye
Huwa samna kya ke sau tir khaye
Ajab tir the woh najar bhi na aaye
Kya hum pe gujari tumhe kya bataaye
Ke bemaut maare gaye hum bechaare
Saagar se gehari tumhari nigaahe dubo
De na hamako yeh laakar kanaare
Saagar se gehari
Mohabbat ki unchhaayi par aa chuke hum
Ke abb raahon ki dhul hai dono aalam
Mohabbat ki unchhaayi par aa chuke hum
Ke abb raahon ki dhul hai dono aalam
Magar keh rahi hai
Yeh dil ki sadaaye de na
Hamako yeh laakar kanaare
Maasum chehara yeh kaatil adaaye
Ke bemaut maare gaye hum bichaare
Maasum chehara
atozlyric.com
Diya jakhm tumne bada khubsurat
Liya daag hamne bada khubsurat
Diya jakhm tumne bada khubsurat
Liya daag hamne bada khubsurat
Salaamat rahein aapki yeh jafaayein
Ke bemaut maare gaye hum bichaare
Saagar se gehari tumhari nigaahe dubo
De na hamako yeh laakar kanaare
Maasum chehara.
Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.

About: Maasum Chehara Yeh Kaatil Adaaye lyrics in Hindi by Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi, music by Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.