Dwapur Yug Me Janam Liya by Mohammed Rafi song Lyrics and video
Artist: | Mohammed Rafi |
---|---|
Album: | Single |
Music: | S. N. Tripathi |
Lyricist: | Bhagwat Dutt Mishra |
Label: | Saregama |
Genre: | Devotional |
Release: | 2020-01-09 |
Lyrics (English)
Dwapur Yug Me Janam Liya lyrics, the song is sung by Mohammed Rafi from Vishnu Puran (1973). Dwapur Yug Me Janam Liya Devotion soundtrack was composed by S. N. Tripathi with lyrics written by Bhagwat Dutt Mishra. Dwapur yug me janam liya parbhu ne Har ne to dharti ka bhar Krishna murari banwari girdhari hari Vishnu ke purna avtaar Bolo re hari bolo re krishna bolo bolo Bolo re hari bolo re krishna bolo bolo Hari kirtan ka amrit jiwan me gholo Hari bolo re krishna bolo bolo Bolo re hari bolo re krishna bolo bolo Janam liya devki mai se Jisne mathura dham se Janam liya devki mai se Jisne mathura dham se Yasoda ke angana palna jhule Hari gokul gaon me Barij ka dulara jo tha Barij ka dulara jo tha Aankho ka tara Barij ka dulara jo tha Aankho ka tara jo tha Usi ka bhajan karo pawan holo Hari bolo re krishna bolo bolo Bolo re hari bolo re krishna bolo bolo atozlyric.com Gwal bal sang balpane me Jisne charai gaiya Gwal bal sang balpane me Jisne charai gaiya Bana gopiyo ka pyara Wo natkhat kishna kanahaiya Kans ko jisne mara Kans ko jisne mara jag ko ubhara Kans ko jisne mara jag ko ubhara Uski bhakti ke jal se manwa ko dholo Hari bolo re krishna bolo bolo Bolo re hari bolo re krishna bolo bolo Geeta gaye yudh kshetar me Jisne sarthi bhesh me Geeta gaye yudh kshetar me Jisne sarthi bhesh me Karam yog ka gyan bhara hai Jisne har updesh me Ishwar avinashi jo hai Ishwar avinashi jo hai ghat ghat ka wasi Ishwar avinashi jo hai ghat ghat ka wasi Jo hai sab me usi ko dekho nain man ke kholo Bolo re hari bolo re krishna bolo bolo Bolo re hari bolo re krishna bolo bolo Bolo re hari bolo re krishna bolo bolo Bolo re hari bolo re krishna bolo bolo. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Dwapur Yug Me Janam Liya lyrics in Hindi by Mohammed Rafi, music by S. N. Tripathi. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.