Waqt Ka Kya Hai Guzar Jayega by Sadhana Sargam song Lyrics and video

Artist:Sadhana Sargam
Album: Single
Music:Dinesh Arjuna
Lyricist:Dilip Pandharpatte (Rind)
Label:Universal Music India
Genre:Ghazal
Release:2020-01-09

Lyrics (English)

Waqt Ka Kya Hai Guzar Jayega lyrics, the song is sung by Sadhana Sargam from Open Heart: Dil Ki Baat (2015). Waqt Ka Kya Hai Guzar Jayega Ghazal soundtrack was composed by Dinesh Arjuna with lyrics written by Dilip Pandharpatte (Rind).
Kehte hain waqt har dukh ki dawa hain
Har zakhm ka marham hain
Ye aisa charagar hain jiska koi saani nahi
Par kuchh logo ke liye jab yeh kat-ta nahi
To dushman bhi ho jaata hain
Lekin aye waqt mere liye toh
Tu hamesh mera dost raha hain
Mera humnava mera humsafar raha hain
atozlyric.com
Waqt ka kya hai guzar jayega
Waqt ka kya hai guzar jayega
Waqt ka kya hai guzar jayega
Muskuraa do to theher jayega
Muskuraa do to theher jayega
Waqt ka kya hai guzar jayega
Waqt ka kya hai guzar jayega
Rokna yun na tum mere aansu
Rokna yun na tum mere aansu
Rokna yun na tum mere aansu
Rokna yun na tum mere aansu
Bojh dil ka toh
Bojh dil ka toh utar jayega
Bojh dil ka toh utar jayega
Muskuraa do to theher jayega
Waqt ka kya hai guzar jayega
Waqt ka kya hai
Pyaar chhupta hain kya chhupane se
Pyaar chhupta hain kya chhupane se
Pyaar chhupta hain kya chhupane se
Pyaar chhupta hain kya chhupane se
Woh toh khushboo hai
Woh toh khushboo hai bikhar jayega
Woh toh khushboo hai bikhar jayega
Muskuraa do to theher jayega
Waqt ka kya hai guzar jayega
Waqt ka kya hai
Kho gayi raah mitt gayi manzil
Kho gayi raah mitt gayi manzil
Kho gayi raah mitt gayi manzil
Kho gayi raah mitt gayi manzil
Kaarwaan kaise
Kaarwaan kaise kidhar jaayega
Kaarwaan kaise kidhar jaayega
Muskuraa do to theher jayega
Waqt ka kya hai guzar jayega
Waqt ka kya hai
Rind ki baat hi niraali hain
Rind ki baat hi niraali hain
Rind ki baat hi niraali hain
Teri ek baat pe
Teri ek baat pe mar jaayega
Teri ek baat pe mar jaayega
Muskura do to thaher jayega
Waqt ka kya hai guzar jayega
Waqt ka kya hai.
Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.

About: Waqt Ka Kya Hai Guzar Jayega lyrics in Hindi by Sadhana Sargam, music by Dinesh Arjuna. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.