Teri Tasveer Bhi Tujh Jaisi by Mohammed Rafi song Lyrics and video
Artist: | Mohammed Rafi |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Jaidev Verma |
Lyricist: | Nyaya Sharma |
Label: | Saregama |
Genre: | Sad |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Teri Tasveer Bhi Tujh Jaisi lyrics, the song is sung by Mohammed Rafi from Kinare Kinare (1963). The music of Teri Tasveer Bhi Tujh Jaisi Sad track is composed by Jaidev Verma while the lyrics are penned by Nyaya Sharma. Teri tasvir bhi tujh jaisi hasi hai lekin Ispe kurban meri jan Hazi hai lekin Ye meri jakhmi umango ka Madawa to nahi Hale dil is bute kafir ko sunau kaise Iske ruksaro ki sadgi ko chedu kukar Iske hotho pe tapassum ko jagau kaise Teri tasvir bhi tujh jaise hasi hai lekin Jabt ki aag na kahne ka salika mujhko Uspe ye julm ki khamosh hai tasvir teri Ghut ke mar jau khabar Isko khabar tak bhi na ho Kaise chattan se takrai hai takdir meri Yahi tasvir tasuur me utar jane par Chand ki kirano se Gobad ke nikhar jati hai Dard palko se lipat jata hai Aasu ban kar atozlyric.com Mere ahsas ki duniya hi bikhar jati hai Isliye tere taswur se nahi Khud tujhe iltiza karta hu Bas itna bata de mujhko Kya mere dil ki tadap ka Tujhe ahsas bhi hai Kya mere dil ki tadap ka Tujhe ahsas bhi hai Warna fir meri hi wahsat me Sula de mujhko Teri tasvir bhi tujh jaisi hasi hai lekin Ispe kurban meri jan Hazi hai lekin. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Teri Tasveer Bhi Tujh Jaisi lyrics in Hindi by Mohammed Rafi, music by Jaidev Verma. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.