Sawan Ka Mausam Hai by Asha Bhosle song Lyrics and video

Artist:Asha Bhosle
Album: Single
Music:A.R. Qureshi
Lyricist:Tanvir Naqvi
Label:Saregama
Genre:Happy
Release:2020-01-08

Lyrics (English)

Sawan Ka Mausam Hai lyrics, the song is sung by Asha Bhosle from Khaandan (1955). Sawan Ka Mausam Hai Happy soundtrack was composed by A.R. Qureshi with lyrics written by Tanvir Naqvi.
Sawan ka mausam hai saanwra
Aaja ke man hai mera baawara
Sawan ka mausam hai saanwra
Aaja ke man hai mera baawara
Udti fijao mein ujali badriya
Udti fijao mein ujali badriya
Jaise ude malmal ki halki chunriya
Jaise ude malmal ki halki chunriya
Aise me dilne tujhe yaad kiya
Aaja ke man hai mera baawara
Sawan ka mausam hai saanwra
Aaja ke man hai mera baawara
Mehki hawao ne mehki hawao ne
Chhede tarane chhede tarane
Gane lagi haye gane lagi
Bundaniya rim jim ke gane
Rim jim ke gane
Ghir ghir ke sawan ki chhayi ghata
Aaja ke man hai mera baawara
Sawan ka mausam hai saanwra
Aaja ke man hai mera baawara
atozlyric.com
Chamke hai phulo pe sabnam ke ghere
Chamke hai phulo pe sabnam ke ghere
Khulne lage kaliyo ke lab dhire dhire
Khulne lage kaliyo ke lab dhire dhire
Bhavra bhi dekh nach raha
Aaja ke man hai mera baawara
Sawan ka mausam hai saanwra
Aaja ke man hai mera baawara.
Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.

About: Sawan Ka Mausam Hai lyrics in Hindi by Asha Bhosle, music by A.R. Qureshi. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.