Nigahen Bachakar Jo Chalte Hain Mujhse by Anuradha Paudwal, Jaswant Singh song Lyrics and video
Artist: | Anuradha Paudwal, Jaswant Singh |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Mohammed Zahur Khayyam |
Lyricist: | |
Label: | T-Series |
Genre: | Ghazal |
Release: | 2020-01-09 |
Lyrics (English)
Nigahen Bachakar Jo Chalte Hain Mujhse lyrics, the song is sung by Anuradha Paudwal, Jaswant Singh from Saadgi (1995). The music of Nigahen Bachakar Jo Chalte Hain Mujhse Ghazal track is composed by Mohammed Zahur Khayyam while the lyrics are penned by . Nigahen bachakar jo chalte hain mujhse Nigahen bachakar jo chalte hain mujhse Kabhi unko mujhse mohabbat huyi thi Kabhi unko mujhse mohabbat huyi thi Jo mehboob se ajnabi ho gaye hain Jo mehboob se ajnabi ho gaye hain Kabhi unko mujhse mohabbat huyi thi Kabhi unko mujhse mohabbat huyi thi atozlyric.com Saheli ka ghar ka bahana bana kar Mujhe milane aate the nazre juka ke Chalo ek ho jaaye kehate the harpal Mere seene se lag kar duniya bhula kar Isi baat par haan isi baat par hi Isi baat par haan isi baat par hi Bahot khubsoorat shararat huyi thi Kabhi unko mujhse mohabbat huyi thi Kabhi unko mujhse mohabbat huyi thi Nadi ki lehare ye pedon ki chhayein Yahan hotho par dil ke jajbe the aaye Ye kashmir ki wadiyon ke nazare Bhula baithe sab kuch woh hokar paraye Main kaise bhala bhul jaaun woh pal jab Main kaise bhala bhul jaaun woh pal jab Mere pyaar ke haq mein kudarat huyi thi Kabhi unko mujhse mohabbat huyi thi Kabhi unko mujhse mohabbat huyi thi Khaton ko chhupa kar ke darna sambhalna Woh chori se chhupake kitaabe badalna Yata yat kisi ka ye sab dekha lena Woh nazare jukakar ke hatho ko malna Kabhi dono ka raaz khul jaane par bhi Kabhi dono ka raaz khul jaane par bhi Na puchho kaisi kayamat huyi thi Kabhi unko mujhse mohabbat huyi thi Kabhi unko mujhse mohabbat huyi thi. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Nigahen Bachakar Jo Chalte Hain Mujhse lyrics in Hindi by Anuradha Paudwal, Jaswant Singh, music by Mohammed Zahur Khayyam. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.