Aankh Milti Hai To by Asha Bhosle, Kishore Kumar song Lyrics and video
Artist: | Asha Bhosle, Kishore Kumar |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) |
Lyricist: | Anjaan |
Label: | Saregama |
Genre: | Romantic |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Aankh Milti Hai To lyrics, the song is sung by Asha Bhosle, Kishore Kumar from Mehndi Rang Layegi (1982). Aankh Milti Hai To Romantic soundtrack was composed by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) with lyrics written by Anjaan. Aankh milti hai to Dil machalta hai kya Aankh milti hai to Dil machalta hai kya Tumko malum ho To batao jara Aankh milti hai to Dil machalta hai kya Tumko malum ho To batao jara atozlyric.com Aankh meri kisi Se mili hi nahi Dil machalta bhi Hai mujhe kya pata Aankh meri kisi Se mili hi nahi Dil machalta bhi Hai mujhe kya pata Pyar ki rah me Chalte chalte kahi Chin le dil koi aisa Hota hai kya Pyar ki rah me Chalte chalte kahi Chin le dil koi aisa Hota hai kya Hota hoga magar Ye hua to nahi Ye kahani hai kya Ye mujhe kya pata Aankh meri kisi Se mili hi nahi Dil machalta bhi hai Mujhe kya pata Koi khwabo me aaye Aake ninde udaye Aisa sapna koi Tumne dekha hai kya Koi khwabo me aaye Aake ninde udaye Aisa sapna koi Tumne dekha hai kya Meri takdir me aisi Ninde kaha Khwab hote hai kya Ye mujhe kya bata Aankh milti hai to Dil machalta hai kya Tumko malum ho To batao jara Umar ye khilti kali Dhul me lipti hui Jindagi bahti lahardard Me simti hui Dhul me lipti kaliya Muskurayengi kal Dard me simti lahre Geet gayengi kal Aaj hai jo hai kal Ki kisko khabar Aage hota hai kya Ye mujhe kya pata Aankh milti hai to Dil machalta hai kya Tumko malum ho To batao jara Aankh meri kisi Se mili hi nahi Dil machalta bhi hai Mujhe kya pata. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Aankh Milti Hai To lyrics in Hindi by Asha Bhosle, Kishore Kumar, music by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal). Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.