Waqt Ka Yeh Parinda Ruka Hai by Jaswant Singh song Lyrics and video
Artist: | Jaswant Singh |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Nikhil, Vinay |
Lyricist: | |
Label: | T-Series |
Genre: | Ghazal |
Release: | 2020-01-09 |
Lyrics (English)
Waqt Ka Yeh Parinda Ruka Hai lyrics, the song is sung by Jaswant Singh from M S M T Ghazal Special (1995). Waqt Ka Yeh Parinda Ruka Hai Ghazal soundtrack was composed by Nikhil, Vinay with lyrics written by . Waqt ka ye parinda ruka hain kahan Main thaa paagal jo usko bulata raha Chaar paise kamane main aaya seher Gaaon mera mujhe yaad aata raha Gaaon mera mujhe yaad aata raha Waqt ka ye parinda ruka hain kahan Main thaa paagal jo usko bulata raha Chaar paise kamane main aaya seher Gaaon mera mujhe yaad aata raha Gaaon mera mujhe yaad aata raha Waqt ka ye parinda ruka hain kahan atozlyric.com Lautta tha main jab pathshal sa ghar Apne hatho se khana khilati thi maan Raat apni mamta ke aanchal tale Thapki deke mujhko sulati maa Soch ke dil mein ek tees uthati rahi Raat bhar dard mujhko jagata raha Chaar paise kamane main aaya seher Gaaon mera mujhe yaad aata raha Gaaon mera mujhe yaad aata raha Waqt ka ye parinda ruka hain kahan Sab ki aankhon mein aansu chhalk aaye the Jab ravana huaa thaa seher ke liye Kuch ne maangi duaaye ke main khush rahoon Kuch ne mandir mein jaakar jhalaye deeye Ek main banuga bada aadmi Ye tashvoor unhe ghud ghudata raha Chaar paise kamane main aaya seher Gaaon mera mujhe yaad aata raha Gaaon mera mujhe yaad aata raha Waqt ka ye parinda ruka hain kahan Maa ye likhati hain harbaar khat mein mujhe Laut aa mere bete tujhe hain kasam Tu gaya jabse pardesh bechain hoon Neend aati nahi bhookh lagti hain kam Kitana chaha na rou magar kyaa karoon Khat meri maa ka mujhko rulata raha Chaar paise kamane main aaya seher Gaaon mera mujhe yaad aata raha Gaaon mera mujhe yaad aata raha Waqt ka ye parinda ruka hain kahan Main thaa paagal jo usko bulata raha Chaar paise kamane main aaya seher Gaaon mera mujhe yaad aata raha Gaaon mera mujhe yaad aata raha Gaaon mera mujhe yaad aata raha Gaaon mera mujhe yaad aata raha. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Waqt Ka Yeh Parinda Ruka Hai lyrics in Hindi by Jaswant Singh, music by Nikhil, Vinay. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.