Pike Ham Tum Jo Chale by Asha Bhosle, Usha Mangeshkar song Lyrics and video
Artist: | Asha Bhosle, Usha Mangeshkar |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi |
Lyricist: | Hasrat Jaipuri |
Label: | Saregama |
Genre: | Sharaabi (Daru Party) |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Pike Ham Tum Jo Chale lyrics, the song is sung by Asha Bhosle, Usha Mangeshkar from Gumnaam (1965). Pike Ham Tum Jo Chale Sharaabi soundtrack was composed by Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi with lyrics written by Hasrat Jaipuri. Pike ham tum jo chale Aaye hain iss mehfil me Pike ham tum jo chale Aaye hain iss mehfil me Ek naya rang jama Denge ham iss mehfil me Pike ham tum jo chale Aaye hain iss mehfil me Ek naya rang jama Denge ham iss mehfil me Pike ham tum jo chale Aaye hain iss mehfil me Aag pili hain jab hi Zeher pe nur aaya hai Aag pili hain jab hi Zeher pe nur aaya hai Sathiya teri kasam Abb surur aaya hai Sathiya teri kasam Abb surur aaya hai Aag se aag bujha Denge ham iss mehfil me Ek naya rang jama Denge ham iss mehfil me Pike ham tum jo chale Aaye hain iss mehfil me Uljhane aur bhi badh Jati hain ghabrane se Uljhane aur bhi badh Jati hain ghabrane se Jhuk ke yeh bat kahi Shishe ne paimane se Jhuk ke yeh bat kahi Shishe ne paimane se Hosh duniya ke uda Denge ham iss mehfil me Ek naya rang jama Denge ham iss mehfil me Pike ham tum jo chale Aaye hain iss mehfil me atozlyric.com Tu bhi pile ise ghabara Naa sanam jine se Tu bhi pile ise ghabara Naa sanam jine se Yeh sharab achchhi hain Insan kaa lahu pine se Yeh sharab achchhi hain Insan kaa lahu pine se Dip botal ke jala denge Ham iss mehfil me Ek naya rang jama Denge ham iss mehfil me Pike ham tum jo chale Aaye hain iss mehfil me Ek naya rang jama denge Ham iss mehfil me Pike ham tum jo chale Aaye hain iss mehfil me. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Pike Ham Tum Jo Chale lyrics in Hindi by Asha Bhosle, Usha Mangeshkar, music by Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.