Sun Sun Re Zara Insan by Mohammed Rafi song Lyrics and video
Artist: | Mohammed Rafi |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Pandit Shivram |
Lyricist: | Vyas |
Label: | Saregama |
Genre: | Sad |
Release: | 2020-01-09 |
Lyrics (English)
Sun Sun Re Zara Insan lyrics, the song is sung by Mohammed Rafi from Sati Ansuya (1956). The music of Sun Sun Re Zara Insan Sad track is composed by Pandit Shivram while the lyrics are penned by Bharat Vyas. Sun sun re zara insan Sun sun re zara insan Ho sun sun re zara insan Kis par karta hai tu abhiman Ke ek din aayega wo toofan Ke jab mit jayegi Matti me sab shan Sun sun re zara insan atozlyric.com Baate banata kyu badh badh ke Chalta kyu akad akad ke Chalta kyu akad akad ke Kon bachane aayega Jab le jayega kaal pakad ke Jab le jayega kaal pakad ke Are kitna badh le Kitna badh le Kitna bhi chad le Manjil hai teri madaan O sun sun re zara insan Kis par karta hai tu abhiman Ke ek din aayega wo toofan Ke jab mit jayegi Matti me sab shan Sun sun re zara insan Niche hai dharti Upar hai aasman Chalti hai duniya ka chaki Chalti hai duniya ka chaki Iske do bade pato ke bich me Koi bacha na baki Koi bacha na baki Are tu to kya chees hai Tu to kya chees Yaha ravan se raja ka Baki raha na nishan O sun sun re zara insan Kis par karta hai tu abhiman Ke ek din aayega wo toofan Ke jab mit jayegi Matti me sab shan Sun sun re zara insan Bade bade papi aaye the jinke Sara jagat tharaya Sara jagat tharaya Ek din aise gire muh ke bal Char kando ne unko uthaya Char kando ne unko uthaya Are auro ki kutiya Auro ki kutiya jalayega to Jal jayega tera makan Sun sun re zara insan Kis par karta hai tu abhiman Ke ek din aayega wo toofan Ke jab mit jayegi Matti me sab shan Sun sun re zara insan. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Sun Sun Re Zara Insan lyrics in Hindi by Mohammed Rafi, music by Pandit Shivram. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.