Kabhi Aisa Lagta Hain by Lucky Ali song Lyrics and video

Artist:Lucky Ali
Album: Single
Music:Lucky Ali
Lyricist:Sameer
Label:T-Series
Genre:Romantic
Release:2020-01-09

Lyrics (English)

Kabhi Aisa Lagta Hain lyrics, the song is sung by Lucky Ali from Kabhi Aisa Lagta Hai (2004). The music of Kabhi Aisa Lagta Hain Romantic track is composed by Lucky Ali while the lyrics are penned by Sameer.
Kabhi aisa lagta hain
Dil mein ek raj hain
Jise kehna chahu
Par main keh pau naa
Aankho hee aankhon mein
Keh jatee hai jo yeh
Khamoshiyo kee yeh kaisi juba
Maine suna jo naa usne kaha
Kya aisa hee hota hain pyar
Mere khuda mujhe itna bata
Kya aisa hee hota hain pyar
Kabhi aisa lagta hain
Anjanee pyas hai
Par simati hoto mein
Woh reh paye naa
Kaisa ehsas hain
Koyee toh pas hain
Yeh duriya hain phir kaisi yaha
Mehaki lage yeh sari fiza
Kya aisa hee hota hain pyar
Mere khuda mujhe itna bata
Kya aisa hee hota hain pyar
atozlyric.com
Yeh sach hai chaahat pe
Kabhi kisi kaa bhi jor nahi
Dilbar ki yaado ko bandhe
Aisi koi dor nahi
Sab kuchh wohi par lagta
Naya kya aisa hee hota hain pyar
Mere khuda mujhe itna bata
Kya aisa bhee hota hain pyar
Kabhi aisa lagta hain
Dil mein ek raj hain
Jise kehna chahu
Par main keh pau naa
Aankho hee aankhon mein
Keh jatee hai jo yeh
Khamoshiyo kee yeh kaisi juba
Maine suna jo naa usne kaha
Kya aisa hee hota hain pyar
Mere khuda mujhe itna bata
Kya aisa bhee hota hain pyar
Ek pal jo mil jaaye phir
Woh chala jaaye dur kahi
Duniya mein iss dil ke
Jaisa koi majbur nahi
Maine suna pyar karta jaha
Kya aisa hee hota hain pyar
Mere khuda mujhe itna bata
Kya aisa bhee hota hain pyar.
Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.

About: Kabhi Aisa Lagta Hain lyrics in Hindi by Lucky Ali, music by Lucky Ali. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.