Kahte Hai Mujhko Raja (Title) by Kishore Kumar song Lyrics and video
Artist: | Kishore Kumar |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Sachin Dev Burman |
Lyricist: | Majrooh Sultanpuri |
Label: | |
Genre: | Playful |
Release: | 2020-01-09 |
Lyrics (English)
Kahte Hai Mujhko Raja (Title) lyrics, the song is sung by Kishore Kumar from Kahte Hain Mujhko Raja (1975). Kahte Hai Mujhko Raja (Title) Playful soundtrack was composed by Sachin Dev Burman with lyrics written by Majrooh Sultanpuri. Aye mr bolo miss kya hai Tumhara naam naam Kahte hai mujhko raja Aji kahte hai mujhko raja Main bazata hu Dil ka baza paidaish Mai paida hua jalandhar Mai paida hua jalandhar Pata pata pata Puchh ke karoge kya Pata puchh ke karoge kya Kabhi bahar hu kabhi andar Kahte hai mujhko raja Main bazata hu dil ka baza atozlyric.com Dil ka tala ho ya tijori Samjhi dil ka tala ho ya tijori Bin chabi ke kholu main gori Tere dil ka tala Bhi main kholunga Phir na kahna ho Gayi dil ki chori Karta hu jadu mantar Main chalu hu ek number Pata puchh ke karoge kya Pata puchh ke karoge kya Kabhi bahar hu kabhi andar Kahte hai mujhko raja Main bazata hu dil ka baza O ho apne pe malik Ki kam nazar hai Apne pe malik ki kam nazar hai Subah khaya sham ki fikar hai Apne liye rone wala kon hai Na gharwali hai na koi ghar Hai phir bhi hu mastkalandar Na hitlar hu na shikandar Pata puchh ke karoge kya Pata puchh ke karoge kya Kabhi bahar hu kabhi andar Kahte hai mujhko raja Main bazata hu dil ka baza Yu gusse se na dekho Mar jayenge hum Yu gusse se na dekho Mar jayenge hum Hans ke jo dekha Tar jayenge hum Mana humse chhoti Si ye bhul ho gayi Rukne do ye gadi Utar jayenge hum Aane do pori bandar Ho jaunga chhumantar Pata puchh ke karoge kya Kabhi bahar hu kabhi andar Kahte hai mujhko raja Main bazata hu dil ka baza. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Kahte Hai Mujhko Raja (Title) lyrics in Hindi by Kishore Kumar, music by Sachin Dev Burman. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.