Aiyo Na Maro Teer Ka Nishana by Kishore Kumar, Sharda Sinha song Lyrics and video

Artist:Kishore Kumar, Sharda Sinha
Album: Single
Music:Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Lyricist:Kafil Azar
Label:Ultra Music
Genre:Party
Release:2020-01-08

Lyrics (English)

Aiyo Na Maro Teer Ka Nishana lyrics, the song is sung by Kishore Kumar, Sharda Sinha from Kaanch Ki Deewar (1986). The music of Aiyo Na Maro Teer Ka Nishana Party track is composed by Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi while the lyrics are penned by Kafil Azar.
Ayio na maro teer ka nishana
Ayio na maro teer ka nishana
Aata hain mujhe jadu chalana
Aata hain mujhe jadu chalana
Jadu chalake apna banake
Main tumko loot lungi
Ayio na kar aisa bahana
Ayio na kar aisa bahana
Chhod bhi do mujhko darana
Chhod bhi do mujhko darana
Baaho mein bharke madhosh karke
Main tumko lut lunga
atozlyric.com
Main jawani hoon ek nishani hoon
Mujhko sath le lo
Baato baato mein apne
Hatho mein mera hath le lo
Main jawani hoon ek nishani hoon
Mujhko sath le lo
Baato baato mein apne
Hatho mein mera hath le lo
Ayio na kar aisa bahana
Chhod bhi do mujhko darana
Baho mein bharke madhosh karke
Main tumko lut lunga
Is jawani ko is nishani ko
Sanso mein basa loon
Main basau to in adao mein
Baho mein chupa loon
Is jawani ko is nishani ko
Sanso mein basa loon
Main basau to in adao mein
Baho mein chhupa lu
Ayio na maro teer ka nishana
Aata hai mujhe jadu chalana
Jadu chalake apna banake
Main tumko lut lungi
Hain nigaho mein dil ki raho mein
Ulfat ka andhera
Gun gunayega muskurayega
Husn ka sabera hain
Nigaho mein dil ki raho mein
Ulfat ka andhera
Gun gunayega muskurayega
Husn ka sabera
Ayio na kar aisa bahana
Chhod bhi do mujhko darana
Baho mein bharke madhosh karke
Main tumko lut lunga
Ayio na maro teer ka nishana
Aata hain mujhe jadu chalana
Jadu chalake apna banake
Main tumko lut lungi.
Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.

About: Aiyo Na Maro Teer Ka Nishana lyrics in Hindi by Kishore Kumar, Sharda Sinha, music by Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.