Haan Maine Chukar Dekha Hain by Gayatri Ganjawala song Lyrics and video
Artist: | Gayatri Ganjawala |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Monty Sharma |
Lyricist: | Prasoon Joshi |
Label: | YRF Music |
Genre: | Happy |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Haan Maine Chukar Dekha Hain lyrics, the song is sung by Gayatri Ganjawala from Black (2005). The music of Haan Maine Chukar Dekha Hain Happy track is composed by Monty Sharma while the lyrics are penned by Prasoon Joshi. Mausam ki adla badli mein Pavan gulaabi ho jaati hain Haan maine chukar dekha hain Haan maine chukar dekha hain Raat sarak kar chalte chalte Bilkul aadhi ho jaati hain Haan maine chukar dekha hain Haan maine chukar dekha hain Mausam ki adla badli mein Garam gunguni dhoop se Baat ki hain maine Paani ke behne mein Haseen suni hai maine Sab kehte hain deep bujha hain Lekin baati so jaati hai Haan maine chukar dekha hain Haan maine chukar dekha hain Mausam ki adla badli mein atozlyric.com Bin dastak ke aaye jo Woh pyar suna hain Bin bole man khole Woh adhikaar suna hain Lamhon ki ungli thaam ke Yaadein aangan mein aa jaati hain Haan maine chukar dekha hain Haan maine chukar dekha hain Mausam ki adla badli mein Thanda thanda ang boondon ka Mulaayam rang hai phoolon ka Choobne vale rang pehen kar Dulhan saj dhaj ke jaati hain Haan maine chukar dekha hain Haan maine chukar dekha hain. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Haan Maine Chukar Dekha Hain lyrics in Hindi by Gayatri Ganjawala, music by Monty Sharma. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.