Aaj Hume Ek Jaan Ka Dushman by Asha Bhosle, Mohammed Rafi, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey) song Lyrics and video
Artist: | Asha Bhosle, Mohammed Rafi, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey) |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) |
Lyricist: | Verma Malik |
Label: | Saregama |
Genre: | Playful |
Release: | 2020-01-09 |
Lyrics (English)
Aaj Hume Ek Jaan Ka Dushman lyrics, the song is sung by Asha Bhosle, Mohammed Rafi, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey) from Kaala Aadmi (1978). The music of Aaj Hume Ek Jaan Ka Dushman Playful track is composed by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) while the lyrics are penned by Verma Malik. Aaj hume ek jaan ka dushman Jaan se pyara lagta hai Aaj hume ek jaan ka dushman Jaan se pyara lagta hai Jaan to kya hai ye kaafir Imaan se pyara lagta hai Aaj hume ek jaan ka dushman Jaan se pyara lagta hai Jaan to kya hai ye kaafir Imaan se pyara lagta hai Aaj hume ek jaan ka dushman Hum kitne nadan the Na tujhsa jana na tu jana Patthar ke dhokhe me rahi Hire ko na pehchana Hum kitne nadan the Na tujhsa jana na tu jana Patthar ke dhokhe me rahi Hire ko na pehchana Ye to dil ko dil ke har arman se Ye to dil ko dil ke har arman se Pyara lagta hai Jaan to kya hai ye kaafir Imaan se pyara lagta hai Aaj hume ek jaan ka dushman Jaan se pyara lagta hai Jaan to kya hai ye kaafir Imaan se pyara lagta hai atozlyric.com Aandhi me vishvas ka dipak Humne jalte dekh liya Aandhi me vishvas ka dipak Humne jalte dekh liya Pyar ki shabnam se humne Patthar ko pighalte dekh liya Hume ye kala aadmi oo ho Hume ye kala aadmi Insan se pyara lagta hai Jaan to kya hai ye kaafir Imaan se pyara lagta hai Aaj hume ek jaan ka dushman Jaan se pyara lagta hai Jaan to kya hai ye kaafir Imaan se pyara lagta hai Kal tak humko khabar nahi thi Kya hai dharam aur kya imaan Kal tak mere man ke andar Jag raha thi ek saitan Aj koi ye humse puchhe Ishwar ki hai kya pehchan Leke tera naam kahe hum Shayad aisa ho bhagwan Kabhi kabhi insan to Khud bhagwan se pyara lagta hai Jaan to kya hai ye kaafir Imaan se pyara lagta hai Aaj hume ek jaan ka dushman Jaan se pyara lagta hai Jaan to kya hai ye kaafir Imaan se pyara lagta hai. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Aaj Hume Ek Jaan Ka Dushman lyrics in Hindi by Asha Bhosle, Mohammed Rafi, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey), music by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal). Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.