Meri Har Ada Ke Charche by Sonu Kakkar song Lyrics and video
Artist: | Sonu Kakkar |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Ravi Pawar |
Lyricist: | Panchhi Jalonvi |
Label: | Eros Music |
Genre: | Dance |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Meri Har Ada Ke Charche lyrics, the song is sung by Sonu Kakkar from Ek Se Bure Do (2009). Meri Har Ada Ke Charche Dance soundtrack was composed by Ravi Pawar with lyrics written by Panchhi Jalonvi. Sari hasrat nikal dete hai Behaki tabiyat sambhal dete hai Hum adaao ke bankpan se yu Dil ko pal me uchhal dete hai aah Ho ho ho ho, ho ho ho ho atozlyric.com Meri har ada ke charche ab aam ho gaye hai Jitne bhi manchale the ab ghulam ho gaye hai Meri har ada ke charche ab aam ho gaye hai Jitne bhi manchale the ab ghulam ho gaye hai Sare shahar me hum to Sare shahar me hum to badnam ho gaye hai Ho ho ho ho, ho ho ho ho Meri har ada ke charche ab aam ho gaye hai Jitne bhi manchale the ab ghulam ho gaye hai Sare shahar me hum to Sare shahar me hum to badnam ho gaye hai Ho ho ho ho, ho ho ho ho Aai jawani jabse haira ho gaye hai Sabke dilo ki jaise hum jaan ho gaye hai Kis kis ko dil me apne basau Tauba ye kaise mai yauvan chupau Sabhi jawani mere inam ho gaye hai Sar pe humare kitne ilzam ho gaye hai Sare shahar me hum to Sare shahar me hum to badnam ho gaye hai Ho ho ho ho, ho ho ho ho Sab mere bholepan pe qurban ho rehe hai Hai rato ka chai din ka qarar kho rahe hai Har koi mujhpe dil se fida hai Chahat ka meri sabko nasha hai Bali umar me kitne ilzam ho gaye hai Aashiq sabhi humare hay ram ho gaye hai Sare shahar me hum to Sare shahar me hum to badnam ho gaye hai Ho ho ho ho, ho ho ho ho Meri har ada ke charche ab aam ho gaye hai Jitne bhi manchale the ab ghulam ho gaye hai Sare shahar me hum to Sare shahar me hum to badnam ho gaye hai Ho ho ho ho, ho ho ho ho. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Meri Har Ada Ke Charche lyrics in Hindi by Sonu Kakkar, music by Ravi Pawar. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.