Te Mati Sabhi Ke Kahani by Mahendra Kapoor song Lyrics and video
Artist: | Mahendra Kapoor |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra) |
Lyricist: | Vyas |
Label: | Saregama |
Genre: | Sad |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Te Mati Sabhi Ke Kahani lyrics, the song is sung by Mahendra Kapoor from Navrang (1959). The music of Te Mati Sabhi Ke Kahani Sad track is composed by Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra) while the lyrics are penned by Bharat Vyas. Naa raaja rahega, naa raani rahegee Yeh duneeya hai fanee fanee rahegee Naa jab ek bhee jindganee rahegee Toh matee sabhee kee kahaanee kahegee Toh matee sabhee kee kahaanee kahegee Dikhayegee rana ke ran kee nishaanee Kahegee shivajee ke praan kee kahaanee Batlaayegee muglo kee baate anjaanee Uss gadar jaychand kee jindagaanee Yeh aapas kee sab badgumaanee kahegee Yeh matee sabhee kee kahaanee kahegee Jo the desh dushan gulaamee ke rahee Lage pharne iss vatan par sayahee Videsho kee karne lage vah vahee Gaya desh hatho se aayee tabhaayee Yeh bhar bhar ke aanko me paanee kahegee Yeh matee sabhee kee kahaanee kahegee Phir svatantra kaa esha sangram aaya Ke har aadamee desh ke kam aaya Ladee vir janshi kee rani bhavaanee Hajaro ne lakho ne johar jalaya Yeh kurbaniya khud jubani kahegee Yeh matee sabhee kee kahaanee kahegee (svatantra sangram nahee woh bagawat thee Mutni yahee itihas kehta hai) Jala do yeh itihas jhote tumhaare Yahaan jare jare pe sach hai likha re Julam woh tumhare sitam woh tumhaare Karo yaad uff karname woh kare Ke phatar se aanso kee dhara bahegee atozlyric.com Yeh matee sabhee kee kahaanee kahegee Yeh matee hai tabse naa jab tum the aaye Yeh matee rahegee naa jab tum rahoge Iss matee ke niche dabee hai kathaye Yeh khud hee kahegee re tum kya kahoge Jameen aasman thartha ke rahegee Yeh mati sabhee kee kahaanee kahegee. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Te Mati Sabhi Ke Kahani lyrics in Hindi by Mahendra Kapoor, music by Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra). Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.