Main Kachhe Angoor Ki Bel by Amit Kumar, Kanchan, Kishore Kumar song Lyrics and video
Artist: | Amit Kumar, Kanchan, Kishore Kumar |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah |
Lyricist: | Verma Malik |
Label: | Polydor Records |
Genre: | Playful |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Main Kachhe Angoor Ki Bel lyrics, the song is sung by Amit Kumar, Kanchan, Kishore Kumar from Chori Mera Kaam (1975). Main Kachhe Angoor Ki Bel Playful soundtrack was composed by Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah with lyrics written by Verma Malik. Main main main Main kachhe angoor ki bel Main kachhe angoor ki bel Aayi karne dilo ka mail Mera pyar hai aawara Mera pyar hai aawara Uske sine se lag jau Jo de mujhe sahara Arey uske sine se lag jau Jo de mujhe sahara Kya khayal hai tumhara Hamara tumhara nahi Hamara arey dene ko Taiyar hu main sahara Ha sahara na hone Dunga main pyar tera Aawara ha aawara Main angur tu hai bail Tera mera hoga mail Main angur tu hai bail Tera mera hoga mail Sari duniya humko dekh ke Khele pyar ka aisa khel Le le wade ha ha wade le le Sache ye irade Ha irade nahi kachhe Ispe to haq hai mera ha ha mera Nahi zor chalega tera ha ha tera Ye hai dil main hu jaan Ye hansi main hu jawa Ye hai meri meharba Tu kaha ye kaha ye hai Tuja tu kharbuja Ye hai tuja tu kharbuja Arey wah arey ja arey wah arey ja Arey ja ja ja ja ja ja aji Chhodo ye takrar Chhodo ye takrar main tujhse Aayi hu karne pyar Arey hum bhi hai taiyar Arey hum bhi hai taiyar Uske sine se lag jau Jo de mujhe sahara Tu hi ab do kar do faisla Kisko dogi sahara Main kya khayal hai Aapka mera ya mere bap ka atozlyric.com Arey husn to mange jawani, jawani Arey husn to mange jawani, jawani Ye to bat badi hai purani Is umar mein ye nadani Kya kya mujhe dekh huyi hairani Ye baat nahi hai zubani Kar sakta hu main manmani Mere raste mein na aa Main kahta hu tu hat ja Aye bhude kabutar kya bat hai putar Aye bhude kabutar kya kya baat hai putar Agar main josh dikha dunga Main tere hosh uda dunga Tujhe tare dikha dunga Tujhe nani yaad kara dunga Ye pichke gal to dekh tu apna hal to dekh Ha maine kai khel hai khele Maine kai papad hai pele Maine kai khel hai khele Maine kai papad hai pele Ha ha pele hoge pele hoge mujhe Jane hai ye zamana Zamana ho mujhe jane hai Ye zamana zamana Main bhi aashiq bada purana purana Teri teri kamar ka nahi hai Thikana thikana Meri kamar ka nahi thikana to kya hua Sina hai mardana, Mera sina hai mardana Ho mera sina hai mardana Ho mera sina ho mardana. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Main Kachhe Angoor Ki Bel lyrics in Hindi by Amit Kumar, Kanchan, Kishore Kumar, music by Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.