Ye Geet Kaun Mere Mann by Anuradha Paudwal, Mohammed Rafi song Lyrics and video
Artist: | Anuradha Paudwal, Mohammed Rafi |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) |
Lyricist: | Vyas |
Label: | Inreco |
Genre: | Romantic |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
YE GEET KAUN MERE MANN LYRICS: Ye Geet Kaun Mere Mann is a Hindi song from the film Maan Apmaan (1979) starring Sanjeev Kumar, Kanan Kaushal, Ratna Mala, Dhumal, Jay Shree T, Mohan Choti and Gajanan Jagirdar, directed by N.V. Deshpande. "YE GEET KAUN MERE MANN" song was composed by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal) and Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) and sung by Anuradha Paudwal and Mohammed Rafi , with lyrics written by Bharat Vyas . Ye geet kaun mere Mann madhuban me ga raha Ye geet kaun mere Mann madhuban me ga raha Mere soye prano ko Mithe mithe sur se jaga raha Ye geet kaun mere Mann madhuban me ga raha Ye geet kaun Mere soye prano ko Mithe mithe sur se jaga raha Ye geet kaun Rat ki bela mai tha akela Chupke se ye kaun aaya Rat ki bela mai tha akela Chupke se ye kaun aaya Dur kabhi kya rah sakti hai Kaya se apni chaya Palko me jo basti hai Koi use kyu bula raha Ye geet kaun mere Mann madhuban me ga raha Ye geet kaun Bhiga hai mausam milte hai hum tum Bhigi hawaye gati hai Bhiga hai mausam milte hai hum tum Bhigi hawaye gati hai Pedo se lipti kamal lataye Dekh hame sharam aati hai Jane kaisi khusbu udi To dil pe nasha sa cha raha Ye geet kaun mere Mann madhuban me ga raha Ye geet kaun Deep me jyoti seep me moti Tera mera mel Deep me jyoti seep me moti Tera mera mel Sagar me sarita lahro me kavita Pyar ka pawan khel yahi Barse apni baho me Mujhe koi bula bula raha Ye geet kaun mere Mann madhuban me ga raha Ye geet kaun Mere soye prano ko Mithe mithe sur se jaga raha Ye geet kaun. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Ye Geet Kaun Mere Mann lyrics in Hindi by Anuradha Paudwal, Mohammed Rafi, music by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal). Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.