Pyar To Pyar Hai by Mohammed Aziz song Lyrics and video
Artist: | Mohammed Aziz |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Bappi Lahiri |
Lyricist: | Anjaan |
Label: | T-Series |
Genre: | Romantic |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Pyar To Pyar Hai lyrics, the song is sung by Mohammed Aziz from Mohabat Ka Paigham (1989). The music of Pyar To Pyar Hai Romantic track is composed by Bappi Lahiri while the lyrics are penned by Anjaan. Pyar to pyar hai pyar ka Umar se kya wasta Pyar to jab hua ho Aya kyu hua ye kya pata Kya pata kya pata Dil to dil hain ye dil ka bharosha kya Jispe aa jaye uspe aa jaye Dil to dil hain ye dil ka bharosha kya Jispe aa jaye uspe aa jaye Ishq mein banke mehma dil ka Dil mein jo aaye dil se na jaye Kab koi dilruba dil mein Yun aa base ye kya pata Pyar to pyar hain pyar ka umar se Kya wasta wasta wasta atozlyric.com Ho ishq dil ke lahu ki rawani hain Ye jo tham jaye dum nikal jaye Ishq dil ke lahu ki rawani hain Ye jo tham jaye dum nikal jaye Ishq deewane dil ki jawani jaye Umar dhal jaye ye na dhal paye Ishq mein umar ki bandishe Dil kaha hai manta Pyar to pyar hain pyar ka umar se Kya wasta wasta wasta Ye mohabbat to dil ki ibadat hain Usne jana hain jo deewana hain Ye mohabbat to dil ki ibadat hain Usne jana hain jo deewana hain Pyar to man ke mandir ki murat hain Jisne dekha hain usne mana hain Ishq kya cheez hain Ye jaha ye kaha hain janta Pyar to pyar hai pyar ka Umar se kya wasta Pyar to jab hua ho Aya kyu hua ye kya pata Kya pata kya pata. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Pyar To Pyar Hai lyrics in Hindi by Mohammed Aziz, music by Bappi Lahiri. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.