Aaj Is Rut Mein by Anuradha Paudwal, Kumar Sanu song Lyrics and video
Artist: | Anuradha Paudwal, Kumar Sanu |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Babul Bose |
Lyricist: | |
Label: | T-Series |
Genre: | Rain (Monsoon), Romantic |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Aaj Is Rut Mein lyrics, the song is sung by Anuradha Paudwal, Kumar Sanu from Jeena Teri Gali Mein (1991). Aaj Is Rut Mein Rain, Romantic soundtrack was composed by Babul Bose with lyrics written by . Aaj is rut mein Mann hua chanchal Nain tumse mil gaye To hans diya kaajal Mann mayur mera Ho gaya paagal Jhoom kar aise gira hain Roop ka baadal Aaj is rut mein… atozlyric.com Khil ke tamannaaon ki kaliyaan Mehkaayen sapanon ki galiyaan Khil ke tamannaaon ki kaliyaan Mehkaayen sapanon ki galiyaan Prem ki pyaari ye rangaraliyaan Kar gayi mere dil mein hulchul Ho o o o mann mayur Mera ho gaya paagal Jhoom kar aise gira hain Roop ka baadal Aaj is rut mein… Tera ang ang jaise kanchan Saansen mahken jaise chandan Ho tera ang ang jaise kanchan Saansen mahken jaise chandan Baandh gaya jeevan ka bandhan Meri preet se tera aanchal Ho o o aaj is rut mein Mann hua chanchal Nain tumse mil gaye to Hans diya kaajal Mann mayur mera Ho gaya paagal Jhoom kar aise gira hain Roop ka baadal. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Aaj Is Rut Mein lyrics in Hindi by Anuradha Paudwal, Kumar Sanu, music by Babul Bose. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.