Awara Baadal Nahin Main by Rajiv Nair song Lyrics and video
Artist: | Rajiv Nair |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Rahul Mehta |
Lyricist: | Rahul Mehta |
Label: | |
Genre: | Sad |
Release: | 2020-01-09 |
Lyrics (English)
Awara Baadal Nahin Main lyrics, the song is sung by Rajiv Nair from Anjaan (2005). The music of Awara Baadal Nahin Main Sad track is composed by Rahul Mehta while the lyrics are penned by Rahul Mehta. Awara baadal nahin main Awara baadal nahin main Awara baadal nahin main Awara baadal nahin main Deewana pagal sahi mai Deewana pagal sahi mai Haa bewafa to nahin main Awara baadal nahin main Awara baadal nahin main atozlyric.com Jazbaa ishq hota hain kya Mujhko pata hain mere sanam Jazbaa ishq hota hain kya Mujhko pata hain mere sanam Dard e judaai yeh tanhaai Mujhko pata hain mere sanam Dil ka dhadakna dil ka tadapna Dil ka dhadakna dil ka tadapna Mujhko pata hain mere sanam Nadaan sa aashiq sahi mai Jaana harjaai nahin main Awara baadal nahin main Awara baadal nahin main Aankhon mein bas teri tasveer Ban gayi iss raanjhe ki tu heer Aankhon mein bas teri tasveer Ban gayi iss raanjhe ki tu heer Zor nahi chalta ab dil pe Chahe kitni thi jo lagi Daulat shauhrat milne par bhi Daulat shauhrat milne par bhi Ishq bina to hoon mai fakir Haa ek saudagar sahi mai Dil ka saudaai nahin main Deewana paagal sahi mai Deewana paagal sahi mai Haa bewafa to nahin main Awara baadal nahin main Awara baadal nahin main. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Awara Baadal Nahin Main lyrics in Hindi by Rajiv Nair, music by Rahul Mehta. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.