Insaan Insaan Ke Liye by Amala Katarki song Lyrics and video

Artist:Amala Katarki
Album: Single
Music:Ravi Shankar Sharma (Ravi)
Lyricist:
Label:Saregama
Genre:Philosophical
Release:2020-01-09

Lyrics (English)

Insaan Insaan Ke Liye lyrics, the song is sung by Amala Katarki from Chameli Memsaab (1975). The music of Insaan Insaan Ke Liye Philosophical track is composed by Ravi Shankar Sharma (Ravi) while the lyrics are penned by .
Insaan insaan ke liye
Jeevan jeevan ke liye
Jara si humdardi ka woh
Kyun haqdaar nahi o bandhu
Insaan insaan ke liye
Jeevan jeevan ke liye
Jara si humdardi ka woh
Kyun haqdaar nahi o bandhu
Insaan insaan ke liye aa
Insaan insaan ka sauda kare
Woh use rojdaar karen
Insaan insaan ka sauda kare
Woh use rojdaar karen
Itihaas puraana agar palte
Kyaa sharamaoge o bandhu
Insaan insaan ke liye
Kyaa nukshan tujhe
Jeevan ki gehari bhawar
Paar ho tere sahare
Samjo re log agar
Kyaa nukshan tujhe
Jeevan ki gehari bhawar
Paar ho tere sahare
Samjo re log agar
Insaan na ho agar insaan
Seitaan kabhi na hota insaan
Insaan na ho agar insaan
Seitaan kabhi na hota insaan
atozlyric.com
Seitaan agar ho jaaye insaan
Seitaan agar ho jaaye insaan
Kyaa sharmaoge nahi
Insaan insaan ke liye
Jeevan jeevan ke liye
Jara si humdardi ka woh
Kyun haqdaar nahi o bandhu
Insaan insaan ke liye.
Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.

About: Insaan Insaan Ke Liye lyrics in Hindi by Amala Katarki, music by Ravi Shankar Sharma (Ravi). Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.