Sun Baliye Nee Baliye by Chandrani Mukherjee, Om Prakash Sonik song Lyrics and video

Artist:Chandrani Mukherjee, Om Prakash Sonik
Album: Single
Music:Master Sonik, Om Prakash Sonik
Lyricist:Kulwant Jani
Label:T-Series Music
Genre:Wedding
Release:2020-01-08

Lyrics (English)

Sun Baliye Nee Baliye lyrics, the song is sung by Chandrani Mukherjee, Om Prakash Sonik from Zulm Ka Badla (1985). The music of Sun Baliye Nee Baliye Marriage track is composed by Master Sonik, Om Prakash Sonik while the lyrics are penned by Kulwant Jani.
Sun baliye ni baliye ni baliye
Chal chaliye ni sajna ke chaliye
Sun baliye ni baliye ni baliye
Chal chaliye ni sajna ke chaliye
Babul ka ghar chhod ke ab jana hoga
Apne piya ka angana sajana hoga
Ye janamo ka bandhan nibhana hoga
Sun baliye ni baliye ni baliye
Chal chaliye ni sajna ke chaliye
Sun baliye ni baliye ni baliye
Chal chaliye ni sajna ke chaliye
Tu sas sasur ko maa baap samjhana
Bin kahe pati ki har baat samjhana
Aur agale baras mein teri ghod baregi
Har dil par jake tu raaj karegi
Ho sajan ka dil hardum bahalna hoga
Phulo se wo ghulshan sajana hoga
Ye janamo ka bandhan nibhana hoga
Sun baliye ni baliye ni baliye
Chal chaliye ni sajna ke chaliye
atozlyric.com
Maa baap chutenge dildar milega
Sasural mein tujhko har pyar milega
Us dwar se bhi dukh ab door rahenge
Jis dwar se bahana tera dwar milega
O ghar ko apne mandir banana hoga
Man mandir mein pi ko bithana hoga
Ye janamo ka bandhan nibhana hoga
Sun baliye ni baliye ni baliye
Chal chaliye ni sajna ke chaliye
Sun baliye ni baliye ni baliye
Chal chaliye ni sajna ke chaliye
O babul ka ghar chhod ke ab jana hoga
Ye janamo ka bandhan nibhana hoga
Sun baliye ni baliye ni baliye
Chal chaliye ni sajna ke chaliye
Sun baliye ni baliye ni baliye
Chal chaliye ni sajna ke chaliye
Sun baliye ni baliye ni baliye
Chal chaliye ni sajna ke chaliye
Sun baliye ni baliye ni baliye
Chal chaliye ni sajna ke chaliye.
Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.

About: Sun Baliye Nee Baliye lyrics in Hindi by Chandrani Mukherjee, Om Prakash Sonik, music by Master Sonik, Om Prakash Sonik. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.