Tum Kya Jano by Lata Mangeshkar song Lyrics and video
Artist: | Lata Mangeshkar |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra) |
Lyricist: | Pyarelal Santoshi |
Label: | Saregama |
Genre: | Sad |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Tum Kya Jano lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar from Shin Shinaki Boobla Boo (1952). The music of Tum Kya Jano Sad track is composed by Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra) while the lyrics are penned by Pyarelal Santoshi. Tum kya jano Tum kya jano Tumhari yaad mein Hum kitna roe Hum kitna roe Rain guzaari taare gin gin Rain guzaari taare gin gin Chain se jab tum soye Hum kitana roe atozlyric.com Kitni kaliya khili Chaman mein Khilke phir murajha gaye Birahan ke is Bhole mann ko Baar baar samajha gayi Roke jawani kaati jisane Roke jawani kaati jisane Preet ke bije boye Hum kitna roe Tum kya jano Tumhari yaad mein Hum kitna roe Hum kitna roe Kitne baadal ghire Gagan mein Ghirke phir na barse Pyaas bujha kar Dil hi dil mein Kitna tadape tarase Dard hamara dil jaane ya Dard hamara dil jaane ya Naina khoye khoye Hum kitanaa roye Tum kya jano Tumhari yaad mein Hum kitna roe Hum kitna roe. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Tum Kya Jano lyrics in Hindi by Lata Mangeshkar, music by Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra). Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.