Aapas Ke Jagdo Mein Dekho by Mohammed Rafi song Lyrics and video
Artist: | Mohammed Rafi |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Shankar Rao Vyas |
Lyricist: | Ramesh Gupta |
Label: | Young India Records |
Genre: | Playful |
Release: | 2020-01-09 |
Lyrics (English)
Aapas Ke Jagdo Mein Dekho lyrics, the song is sung by Mohammed Rafi from Mera Geet (1946). The music of Aapas Ke Jagdo Mein Dekho Playful track is composed by Shankar Rao Vyas while the lyrics are penned by Ramesh Gupta. Aapas ke jagdo mein dekho Bharat ko barbad kiya Jinka tha mohtaj zamana Aaj unhe mohtaj kiya Aapas mein ham rahe jagadte Gairo ne aa raaj kiya Jinka tha mohtaj zamana Aaj unhe mohtaj kiya atozlyric.com Kabhi mere is bharat me bhi Dudh ki nadiya behti thi ji Dudh ki nadiya behti thi Dhan dhan ke the kothar bhare Anand mein duniya rehti thi Dhan dhan ke the kothar bhare Anand mein duniya rehti thi Tha kuber ka bandar yaha Hiro ki hoti pesi thi Mitti ka sona banta tha Anmol yaha ki reti thi Mitti ka sona banta tha Anmol yaha ki reti thi Aaj usi gulshan ko dekha Kusum ne aa raaj kiya Jinka tha mohtaj zamana Aaj unhe mohtaj kiya Kabhi mere gulshan ki daliya Hari bhari lehrati thi Hari bhari lehrati thi Jhoom jhoom se sundar kaliya Geet suhane gaate the Jhoom jhoom se sundar kaliya Geet suhane gaate the Tha saraswati ka vaas yaha Daulat inshan ki dasi thi The roz naye tyohar yaha Har roz diwali aati thi The roz naye tyohar yaha Har roz diwali aati thi Sur me the ye sur mere Ye kisne besur aaj kiya Jinka tha mohtaj zamana Aaj unhe mohtaj kiya Naye tarane sunte sunte Bhul gaye ham apna dhal Gairo se sang chalte chalte Bhul gaye ham apni chal Aish mojh fashion mein faskar Aaj hua bharat kangal Aaj hua bharat kangal Roti roti khade pukare Bharat maa ke lakho lal Roti roti khade pukare Bharat maa ke lakho lal. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Aapas Ke Jagdo Mein Dekho lyrics in Hindi by Mohammed Rafi, music by Shankar Rao Vyas. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.