Dekhat Hain Ab Baat Piya Ki by Kanan Devi, Krishna Chandra Dey (K. C. Dey) song Lyrics and video
Artist: | Kanan Devi, Krishna Chandra Dey (K. C. Dey) |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Rai Chand Boral |
Lyricist: | Kidar Nath Sharma (Kedar Sharma) |
Label: | Saregama |
Genre: | Happy |
Release: | 2020-01-09 |
Lyrics (English)
Dekhat Hain Ab Baat Piya Ki lyrics, the song is sung by Kanan Devi, Krishna Chandra De (K. C. Dey) from Vidyapati (1937). Dekhat Hain Ab Baat Piya Ki Happy soundtrack was composed by Rai Chand Boral with lyrics written by Kidar Nath Sharma (Kedar Sharma). Dekhat hain ab baat piya ki Jal se bhare more nain haan Dekhat hain ab baat piya ki Jal se bhare more naina aa Kis vidh kate viyog ki ghadiyaan Kaise aaye mohe chaina Kis vidh kate viyog ki ghadiyaan Kaise aaye mohe chaina Anuradha kaun anuradha Is tarah raaste mein Kyon leti hui ho kyun Saajan hamse aankh churaayi Kaun tore man bhaayi saajan Kaun tore man bhaayi Chhod chale pardes hamen haan Chhod chale pardes hamen Ham kaase kahen Ji ke bain anuradha Tum har waqt Bhagwan krishn ke Naam ki maala japti rahti ho Tumhen kya dukh hai Dukh tan chhalni hua hamaara Tan chhalni hua Hamaara anuradha Raatan par khabar pade hamra Jis man har liyo tihaara Ye kya kiya anuradha Mere gale mein haar daal diya Kis liye ab jag mein Kaun hamaara haan Ab jag mein kaun hamaara Pankh lage ud jaaye sakhi ri Pankh lage ud jaaye sakhi Piya paas rahe din rain Piya paas rahe din rain Dekhiye maharaj Hamaare murari Kitne achche hain Chupke se unhone Mere kaan mein kahaa Ki jab wo vrindaawan Se jaa rahe thhe To brij ki gopiyon ne Unse kahaa atozlyric.com Na jaane dengi Jaane na dengi Jaan de dengi Rakh ke niche Pran tajengi Let rahengi raahon mein Na jaane dengi Jaane na dengi Jaan de dengi Rath ke niche Pran tajengi Let rahengi raah mein Letey rahengi Raaaaaaah mein. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Dekhat Hain Ab Baat Piya Ki lyrics in Hindi by Kanan Devi, Krishna Chandra Dey (K. C. Dey), music by Rai Chand Boral. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.