Kabhi Gairon Ke Sahare Jiya by Avtar Singh song Lyrics and video
Artist: | Avtar Singh |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Avtar Singh |
Lyricist: | Avtar Singh |
Label: | Tips Music |
Genre: | Ghazal |
Release: | 2020-01-09 |
Lyrics (English)
Kabhi Gairon Ke Sahare Jiya lyrics, the song is sung by Avtar Singh from Husn -E- Ghazal (2001). The music of Kabhi Gairon Ke Sahare Jiya Ghazal track is composed by Avtar Singh while the lyrics are penned by Avtar Singh. Kabhi gairon ke sahare Jiya nahi jaata Kabhi gairon ke sahare Jiya nahi jaata Humsafar pe bhi Bharosa kiya nahi jaata Humsafar pe bhi Bharosa kiya nahi jaata Kabhi gairon ke sahare Jiya nahi jaata Aise jeene se to marna Hi laakh behtar hain Aise jeene se to marna Hi laakh behtar hain Aise jeene se to marna Hi laakh behtar hain Lekin apna kafan to Khud siya nahi jaata Lekin apna kafan to Khud siya nahi jaata Humsafar pe bhi Bharosa kiya nahi jaata Humsafar pe bhi Bharosa kiya nahi jaata Kabhi gairon ke sahare Jiya nahi jaata Zakhm nastar ka seeya Jaata hain bhar jaata hain Zakhm nastar ka seeya Jaata hain bhar jaata hain Zakhm nastar ka seeya Jaata hain bhar jaata hain Jubaan ka zakhm umra Bhar seeya nahi jaata Jubaan ka zakhm umra Bhar seeya nahi jaata Humsafar pe bhi Bharosa kiya nahi jaata Humsafar pe bhi Bharosa kiya nahi jaata Kabhi gairon ke sahare Jiya nahi jaata atozlyric.com Zeher peene ko kaho Mushkurake pee le magar Zeher peene ko kaho Mushkurake pee le magar Zeher peene ko kaho Mushkurake pee le magar Lahoon gareeb ka humse Peeya nahi jaata Lahoon gareeb ka humse Peeya nahi jaata Humsafar pe bhi Bharosa kiya nahi jaata Humsafar pe bhi Bharosa kiya nahi jaata Kabhi gairon ke Sahare jiya nahi jaata Humsafar pe bhi Bharosa kiya nahi jaata Kabhi gairon ke sahare Jiya nahi jaata. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Kabhi Gairon Ke Sahare Jiya lyrics in Hindi by Avtar Singh, music by Avtar Singh. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.